Monday 8 February 2016

Kabhi tum khud bhi aa dekho ye manzar shaam se pehle ye lab kaise larazte hain

Kabhi tum khud bhi aa dekho ye manzar shaam se pehle ye lab kaise larazte hain
Kabhi tum khud bhi aa dekho ye manzar shaam se pehle ye lab kaise larazte hain






Khulta hai yun hawa ka dareecha samaj liya
Khud ko shajar pe akhiri pata samaaj liya

Bhatkay howe khayaal ki suraat usay milay
Bhoola howa umeed ka rasta samaaj liya

Ek ye sawal haal nahi hota wisaal mai
Kitna qareeb aa gaaye kitna samaj liya

Milti rahaigee khwaab ki soghaat khwaab mai
Hota rahay ga taay safaar apna samaaj liya

No comments:

Post a Comment