Monday 8 February 2016

Kahaniyaan He sahi sub mubaalighay he saahi agar wo khwaab hain tabeer karke dekhtay hain

Kahaniyaan He sahi sub mubaalighay he saahi agar wo khwaab hain tabeer karke dekhtay hain
Kahaniyaan He sahi sub mubaalighay he saahi agar wo khwaab hain tabeer karke dekhtay hain







Thakan ko jaam karain arzo ko baada karain
Sakoon-e-dil ke liye dard ka iaada karain

Ubarti doobti saanson pe munkashaf ho jayen
Sulgati garm nigahoon ko phir libaada karain

Bichayen dasht norodi janoon ki rahon mai
Firaq-e-Shehar rifaqat mai estaada karain

Tumhare shehar ke adaab bhi ajeeb se hain
Ke dard kam ho magar aah kuch ziyada karain

Ye Sard raat nigal le gi saatoon ka wajood
jalain shaakh-e-badaan aur istifaada karain

No comments:

Post a Comment