Monday 8 February 2016

Mujhe samjaya na karo ke ab to ho chuki mujhko mohabbat mashwara hoti to tum

Mujhe samjaya na karo ke ab to ho chuki mujhko mohabbat mashwara hoti to tum
Mujhe samjaya na karo ke ab to ho chuki mujhko mohabbat mashwara hoti to tum






Jo ab jahan-e-barhana ka istiyara howa
Mai zindagi tera ek perahan utara howa

Siyaah khoon tapakta hai lamhe lamhay se
Na janay raat pe shab khoon hai kis ne mara howa

Jakarr ke saanson mai tashheer ho rahi hai meri
Mai aik qaid sipaahi hoon jang haara howa

No comments:

Post a Comment