Sunday 3 January 2016

poetry urdu sad 2016 Yahan Libaas Ki Qeemat Hai Aadmi Ki Nahi

poetry urdu sad 2016 Yahan Libaas Ki Qeemat Hai Aadmi Ki Nahi
poetry urdu sad 2016 Yahan Libaas Ki Qeemat Hai Aadmi Ki Nahi



  • main aur us ghuncha-dahan ki aarzu aarzu ki sadgi thi main na tha...
  • main bad-nasib hun mujhko na de KHushi itni ki main KHushi ko bhi le kar KHarab kar dunga...
  • main mai-kade ki rah se ho kar nikal gaya warna safar hayat ka kafi tawil tha...
  • main umr bhar jawab nahin de saka adam wo ek nazar men itne sawalat kar gae...
  • main yun talash-e-yar men diwana ho gaya kabe men panw rakkha to but-KHana ho gaya...
  • marne wale to KHair hain bebas jine wale kamal karte hain...
  • muddaa dur tak gaya lekin aarzu lauT kar nahin aai...
  • mujhe tauba ka pura ajr milta hai usi saat koi zohra-jabin pine pe jab majbur karta hai...
  • pahle baDi raghbat thi tere nam se mujhko ab sun ke tera nam main kuchh soch raha hun...
  • phir aaj adam sham se ghamgin hai tabiat phir aaj sar-e-sham main kuchh soch raha hun...




No comments:

Post a Comment