Sunday 3 January 2016

urdu poetry sad 2016 Kabhi Humse Kabhi Ghairon Se Shanasai Hai

urdu poetry sad 2016 Kabhi Humse Kabhi Ghairon Se Shanasai Hai
urdu poetry sad 2016 Kabhi Humse Kabhi Ghairon Se Shanasai Hai



  • aap ek zahmat-e-nazar to karen kaun behosh ho nahin sakta...
  • adam roz-e-ajal jab qismaten taqsim hoti thin muqaddar ki jagah main saghar-o-mina uTha laya...
  • ai dost mohabbat ke sadme tanha hi uThane paDte hain rahbar to faqat is raste men do gam sahaara de...
  • ai gham-e-zindagi na ho naraaz mujhko aadat hai muskurane ki...
  • baDh ke tufan ko aaghosh men le le apni Dubne wale tere hath se sahil to gaya...
  • chhoDa nahin KHudi ko dauDe KHuda ke pichhe aasan ko chhoD bande mushkil ko DhunDte hain...
  • dekha hai kis nigah se tu ne sitam-zarif mahsus ho raha hai main gharq-e-sharab hun...
  • dil abhi puri tarah TuTa nahin doston ki mehrbani chahiye...
  • dil KHush hua hai masjid-e-viran ko dekh kar meri tarah KHuda ka bhi KHana KHarab hai...
  • ek hasin aankh ke ishaare par qafile rah bhul jate hain...
  • girte hain log garmi-e-bazar dekh kar sarkar dekh kar meri sarkar dekh kar...




No comments:

Post a Comment