Juda na karta khud se kabhi wo yun aazmanay ke liye talabgar mai be hoon |
Sirf Bachay He Nahi SHoor Machane Aate
Sair Karnay Yahan Bemaar Bhi Aajatay Hain
Kis Qadar Dukh Hai Tumhe Dil Ke Ujaarr Janay Ka
Ishq Mai Kaam To Gharbaar Bhi Aajatay Hain
Hum Be Aajate Hain Bazaar Mai Ankhain Le Kar
Shaam Hotay He Kharidaar Bhi Aa Jatay Hain
No comments:
Post a Comment