Monday 8 February 2016

Laakh ye chaha ke bhool jaon tumhe magar hoslay apni jaga bebasi apni jaaga

Laakh ye chaha ke bhool jaon tumhe magar hoslay apni jaga bebasi apni jaaga
Laakh ye chaha ke bhool jaon tumhe magar hoslay apni jaga bebasi apni jaaga







Kuch Apni Fikar Na Apna Khayal Karta Hoon
To Kya Ye Kaam Hai Teri Daikh Bhaal Karta Hoon

Agar Malaal Kisi Ko Nahi Mera Na Saahi
Mai Khud Bhi Kon Sa Malal Karta Hoon

Ye CHaand Aur Sitaare Rafeeq Hain Mere
Mai Roz Unse Bayaan Apna Haal Karta Hon

Tumhari Yaad Bhi Aati Hai Ab Mujhe Kam Kam
Tumhara Zikar Bhi Ab Khaal Khal Karta Hoon

No comments:

Post a Comment