Labon pe geet aur ankhoon mai khwaab rakhtay thay kabhi kitaboon mai humbe |
Humara khwaab agar khwaab ki khabar rakhay
To ye charagh bhi mehtaab ki khabar rakhay
Tamaam shehar giraftaar hai azeeyat mai
Kisay kahon mere ahbaab ki khabar rakhay
Nahi hai fikar agar shehar ki makaano ko
To koi dasht he selaab ki khabar rakhay
No comments:
Post a Comment