Monday 8 February 2016

Abhi Suraj nahi dooba zara si shaam honay do mai khud he lot jaonga

Abhi Suraj nahi dooba zara si shaam honay do mai khud he lot jaonga
Abhi Suraj nahi dooba zara si shaam honay do mai khud he lot jaonga







Thakan ka boojh badan se utaarte hain hum
Ye shaam aur kahin par guzaarte hain hum

humari rooh ka hissa humaray aansoo hain
Inhain bhi shoaq-e-azeeyat pe wartay hain hum

Humari Ankh se neendain urranay lagta hai
Jisay bhi khwaab samaj kar pukartay hain hum

Hum apne jism ki poshaak ko badalte hain
Naya ab aur koi roop dhartay hain hum

No comments:

Post a Comment