Saturday 31 October 2015

Best funny shayari on kiss day Mela Jashan Bahara Prof Anwar Masood Funny Poetry

Best funny shayari on kiss day Mela Jashan Bahara Prof Anwar Masood Funny Poetry
Best funny shayari on kiss day Mela Jashan Bahara Prof Anwar Masood Funny Poetry



  • na ho rihai qafas se agar nahin hoti nigah-e-shauq to be-baal-o-par nahin hoti...
  • nasheman KHak hone se wo sadma dil ko pahuncha hai ki ab humse koi bhi raushni dekhi nahin jati...
  • naza ki aur bhi taklif baDha di tumne kuchh na ban aaya to aawaz suna di tumne...
  • qamar afshan chuni hai ruKH pe usne is saliqe se sitare aasman se dekhne ko aae jate hain...
  • qamar apne dagh-e-dil ki wo kahani maine chheDi ki suna kiye sitare mera raat bhar fasana...
  • qamar kisi se bhi dil ka ilaj ho na saka hum apna dagh dikhate rahe zamane ko...
  • qamar zara bhi nahin tumko KHauf-e-ruswai chale ho chandni shab men unhen bulane ko...
  • raushan hai mera nam baDa namwar hun main shahid hain aasman ke sitare qamar hun main...
  • roenge dekh kar sab bistar ki har shikan ko wo haal likh chala hun karwaT badal badal kar...
  • ruswa karegi dekh ke duniya mujhe qamar is chandni men un ko bulane ko jae kaun...
  • shab ko mera janaza jaega yun nikal kar rah jaenge sahar ko dushman bhi hath mal kar...
  • shukriya ai qabr tak pahunchane walo shukriya ab akele hi chale jaenge is manzil se hum...

No comments:

Post a Comment