Saturday 31 October 2015

Best funny shayari ranjish Mubarik Siddiqi New funny urdu poetry

Best funny shayari ranjish Mubarik Siddiqi New funny urdu poetry
Best funny shayari ranjish Mubarik Siddiqi New funny urdu poetry



  • ye nazuk lab hain ya aapas men do lipTi hui kaliyan zara inko alag kar do tarannum phuT jaenge...
  • ab to sarab hi se bujhane lage hain pyas lene lage hain kaam yaqin ka guman se hum...
  • bahana koi to ai zindagi de ki jine ke liye majbur ho jaun...
  • bulandi ke liye bas apni hi nazron se girna tha hamari kam-nasibi hum men kuchh ghairat ziyaada thi...
  • doston ka kya hai wo to yun bhi mil jate hain muft roz ek sach bol kar dushman kamane chahiyen...
  • gham bik rahe the mele men KHushiyon ke nam par mayus ho ke lauTe hain har ek dukan se hum...
  • hath uThata hai duaon ko falak bhi us dam jab parinda koi parwaz ko par taulta hai...
  • jitni baTni thi baT chuki ye zamin ab to bas aasman baqi hai...
  • justuju ka ek ajab silsila ta-umr raha KHud ko khona tha kahin aur kahin DhunDhna tha...
  • kisi din zindagani men karishma kyun nahin hota main har din jag to jata hun zinda kyun nahin hota...
  • kuchh is tarah guzara hai zindagi ko humne jaise ki KHud pe koi ehsan kar liya hai...

No comments:

Post a Comment