Saturday 31 October 2015

Best funny shayari sms in hindi 160 words funny and sexy poetry

Best funny shayari sms in hindi 160 words funny and sexy poetry
Best funny shayari sms in hindi 160 words funny and sexy poetry



  • ab hai dua ye apni har sham har sahar ko ya wo badan se lipTe ya jaan tan se nikle...
  • dam-e-takfin bhi gar yar aawe to niklen hath bahar ye kafan se...
  • kya yahi thi shart kuchh insaf ki ai tund-KHu jo bhala ho aap se us se burai kijiye...
  • na pahuncha gosh tak ek tere haihat hazaron nala nikla is dahan se...
  • nadan kah rahe hain jise aaftab-e-hashr zarra hai uske ru-e-daraKHshan ke samne...
  • bas ek KHata ki musalsal saza abhi tak hai mere KHilaf mera aaina abhi tak hai...
  • na nind aankhon men baqi na intizar raha ye haal tha to koi nek kaam kya karte...
  • tere suluk ka gham subh-o-sham kya karte zara si baat pe jina haram kya karte...
  • aaega mere baad farogh in ka zamana jis daur ka main hun mere ashaar nahin hain...
  • apne haalat se main sulh to kar lun lekin mujh men ru-posh jo ek shaKHs hai mar jaega...
  • fasl tumhaari achchhi hogi jao hamare kahne se apne ganw ki har gori ko nai chunariya la dena...
  • husn ko husn banane men mera hath bhi hai aap mujhko nazar-andaz nahin kar sakte...

No comments:

Post a Comment