Saturday 31 October 2015

Best funny shayari sms collection AAP Leader Kumar Vishwas most funny poetry

Best funny shayari sms collection AAP Leader Kumar Vishwas most funny poetry
Best funny shayari sms collection AAP Leader Kumar Vishwas most funny poetry



  • ishq wo kar-e-musalsal hai ki hum apne liye ek lamha bhi pas-andaz nahin kar sakte...
  • log achchhe hain bahut dil men utar jate hain ek burai hai to bas ye hai ki mar jate hain...
  • aadmi ki talash men hai KHuda aadmi ko KHuda nahin milta...
  • ab dil ki ye shakl ho gai hai jaise koi chiz kho gai hai...
  • abhi se shikwa-e-past-o-buland ham-safro abhi to rah bahut saf hai abhi kya hai...
  • apne ko talash kar raha hun apni hi talab se Dar raha hun...
  • chand benam-o-nishan qabron ka main aza-dar hun ya hai mera dil...
  • dil kai roz se dhaDakta hai hai kisi hadse ki tayyari...
  • dil se mat sarsari guzar ki rais ye zamin aasman se aati hai...
  • hum apne haal-e-pareshan pe barha roe aur uske baad hansi hum ko barha aai...
  • hum apni zindagi to basar kar chuke rais ye kis ki zist hai jo basar kar rahe hain hum...

No comments:

Post a Comment