Wednesday, 21 October 2015

Best famous shayari on beauty Faqat Udaasi Mera Dukh Bata Nahi Paati

Best famous shayari on beauty Faqat Udaasi Mera Dukh Bata Nahi Paati
Best famous shayari on beauty Faqat Udaasi Mera Dukh Bata Nahi Paati




  • aastinon men chhupa kar sanp bhi lae the log shahr ki is bhiD men kuchh log bazigar bhi the...
  • aasudgi ne thapkiyan de kar sula diya ghar ki zaruraton ne jagaya to Dar laga...
  • barf-manzar dhul ke baadal hawa ke qahqahe jo kabhi dahliz ke bahar the wo andar bhi the...
  • chahta hai dil kisi se raaz ki baaten kare phul aadhi raat ka aangan men hai mahka hua...
  • KHwahishon ki aanch men tapte badan ki lazzaten hain aur wahshi raat hai gumrahiyan sar par uThae...
  • koi dastak na koi aahaT thi muddaton wahm ke shikar the hum...
  • raat humne jugnuon ki sab dukanen bech din subh ko nilam karne ke liye kuchh ghar bhi the...
  • surKH mausam ki kahani to purani ho gai khul gaya mausam to sare shahr men charcha hua...
  • bahti nahin hai mard ki aaankhon se ju-e-ashk lekin hamen batao ki hum kis liye hansen...
  • hum shaer-e-hayat hain hum shaer-e-hayat! dauran wo surKH rang ka parcham to do hamen...
  • sab mastiyon men phenko na patthar idhar udhar diwano! is dayar men shishe ke ghar bhi hain...
  • un makanon men bhi insan hi rahte honge raunaqen jin men nahin aap ki mahfil ki si...
  • ye sehn-e-gulistan nahin maqtal hai rafiqo! har shaKH hai talwar yahan, jagte rahna...


No comments:

Post a Comment