Wednesday, 21 October 2015

Best shayari on female beauty Kuch Aansoo Ro Lene Ke Baad Nazar Khwaab Ho Gaya

Best shayari on female beauty Kuch Aansoo Ro Lene Ke Baad Nazar Khwaab Ho Gaya
Best shayari on female beauty Kuch Aansoo Ro Lene Ke Baad Nazar Khwaab Ho Gaya




  • zindagi parchhaiyan apni liye aainon ke darmiyan se aai hai...
  • zindagi qarib hai kis qadar jamal se jab koi sanwar gaya zindagi sanwar gai...
  • aaegi har taraf se hawa dastaken liye uncha makan bana ke bahut khiDkiyan na rakh...
  • bahut lambi masafat hai badan ki musafir mubtadi thakne laga hai...
  • dil-e-tabah ki iza-parastiyan malum jo dastaras men na ho uski justuju karna...
  • ho raha tha pas-e-diwar bhi kuchh jaane kya karta hai karne wala...
  • ji chahta hai hath laga kar bhi dekh len us ka badan qaba hai ki uski qaba badan...
  • lafz chhin jaen magar tahrir ho raushan jahan honT hon KHamosh lekin guftugu baqi rahe...
  • main bhi talash-e-ab-e-hawas men nikla hun shor suna tha ek chashme ke ubalne ka...
  • rakh di hai usne khol ke KHud jism ki kitab sada waraq pe le koi manzar utar de...
  • usi ke zikr se hum shahr men hue badnam wo ek shaKHs ki jis se hamari bol na chaal...
  • ek saza aur asiron ko suna di jae yani ab jurm-e-asiri ki saza di jae...
  • shahr agar talab kare tum se ilaj-e-tiragi sahab-e-iKHtiyar ho aag laga diya karo...


No comments:

Post a Comment