Wednesday, 21 October 2015

Best shayari on natural beauty in hindi Diye Ki Roshni Miqdaar Se Zyada Hai

Best shayari on natural beauty in hindi Diye Ki Roshni Miqdaar Se Zyada Hai
Best shayari on natural beauty in hindi Diye Ki Roshni Miqdaar Se Zyada Hai




  • garm kar de tu Tuk aaghosh men aa mare jaDe ke Thare baiThe hain...
  • har taraf zarf-e-wazu bharte hain zahid hui subh sath uTh hum bhi surahi men mai-e-nab karen...
  • har uzw hai dil-fareb tera kahiye kise kaun sa hai behtar...
  • har-dam aane se main bhi hun nadim kya karun par raha nahin jata...
  • hathon se dil o dida ke aaya hun nipaT tang aankhon ko roun ya main karun sarzanish-e-dil...
  • hum diwanon ko bas hai poshish se daman-e-dasht o chadar-e-mahtab...
  • ilahi waqai itna hi bad hai fisq-o-fujur par is maze ko samajhta jo tu bashar hota...
  • irad kar na paDh ke mera KHat ki ye tamam be-rabtiyan hain samra-e-hangam-e-ishtiyaq...
  • jis chashm ko wo mera KHush-chashm nazar aaya nargis ka use jalwa ek pashm nazar aaya...
  • jis masle pe chhiDkiye na sharab apne aain men wo pak nahin...
  • jun shisha bhara hun mai se lekin masti se main apni be-KHabar hun...
  • kab main kahta hun ki tera main gunahgar na tha lekin itni to uqubat ka saza-war na tha...


No comments:

Post a Comment