Sunday, 27 March 2016

Top 10 Cool Whatsapp Status 2016 For Best Friends

cool-whatsapp-status
cool-whatsapp-status

Cool-Whatsapp-Status-2016
Cool Whatsapp Status 2016-11. Do not drink and drive or you might spill the drink.2. I speak my mind. I never mind what I speak.
3. Leave a little sparkle wherever you go.
4. Going to Mcdonald's for a salad is like going to prostitute for a hug.
5. Strong People don't Put others  down ,they lift them up.

Cool status for whatsapp 2016

6. 
Life is short. Smile while you still have teeth.
7. 
Dont be a uno in trends, be the Classic.
8. 
Eat…sleep….regret……repeat.9. Hakuna Matata!!–the great motto to live life!!10. We are all part of the ultimate statistic – ten out of ten die.
Whatsapp  Status 2016
11. move on…12. Life is too short. Don’t waste it removing pen drive safely.13. Whattsapp status is loading…14. Too busy to update a status. 0_o15. Life is like ice cream, enjoy it before it melts.
Best Urdu Poetry 
16. Keep moving! Nothing new to read…17. Waiting for wi-fi network.18. One person’s LOL is another’s WTF!19. Status under construction.
20. Exams!!!!The most creative phase of life :):(
As Cool status for Whatsapp usage has escalated so vastly in last two-three years that now it contains registered users from all most entire different regions of the world. That’s why there are all diverse kinds of people exists on the Cool Whatsapp user’s archive. So, for these distinct natures of users among lots of features available for utilizing Whatsapp provided by its developer one of the things that users can alter according to its consent in WhatsApp comprises of Whatsapp profile status messages. There are numerous types of Cool WhatsApp Status nowadays, but the most popular one is cool WhatsApp status.

Monday, 21 March 2016

urdu poems Wo bhi kya log thay asaan thi rahain jinki band ankhain kiye ek simat chalay jaate thay

poetry urdu Mohabbat daikh li mai ne zamane bhar ke logon ki jahan kuch daam zyada hoon wahan insaan bikte hain

Aaj tukra gaya tha mai khudse aaj mai be hisaab toota hoon

Bhool jayen to jee nahi lagta yaad atay ho to dam nikalta hai

Har raat rote howe so jaate hain ghum ki chaadar aurr kar kya mohabbat itna barra gunah hai ke uski saza khatam he nahi hoti

Har shaam charaghon ki tarah jalti hain ankhain kya koi chala jaaye to yun hota hai mohsin

Hum mohabbat mai mubtala ho kar khud ko mushkil mai daal baithay hain

Humain to kab se patta hai ke tu bewafa hai tujhe chaha is liye ke shaid teri fitrat badal jaaye

Humne kab manga hai tumse mohabbat ka sila bas kabhi raste mai milon to joos pila diya karo

Itna na yaad aya karo ke raat bhar so na sake subah ko surkh ankhoon ka sabab pochte hain loog

Jis taraf bhi dekhon tera he aks muyasar hai ankhon ko ya har koi tum jaisa hai ya sara zamana tumho

Kabhi milay fursat to itna zaroor batana faraz wo konsi mohabbat thi jo hum tumhe na de sakay

Kisi aur ko mere haal se na gharaz hai na koi wasta mai bikhar gaya hoon samait lo mai bigarr gaya hoon sanwaar do

Mai tujhko panay ki hasrat mai kab tak zilat uthata rahon koi aisa de mujh ko dhoka meri aas toot jaye

Padne lagi hai tumpe zamanay ki ab nazar jalne lage hain log ab mere intikhaab se

Phir uski yaad mai dil beqarar hai nasir bicharr ke jis se howi shehar shahar ruswayi

Shehar ke chorahe par aina lekar mat jana apni surat daikh kar tujh ko har koi pathar marega

Tajruba aik he ibrat ke liye kaafi tha mai ne dekha he nahi ishq dobara kar ke

Toda kuch is ada se taluq usne ghalib ke saari umar hum apna qasoor dhondte rahe

Tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumhe meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai

Ye dar parda raqeebon se gilay shikwe nahi ache tumhe jo bhi shikayat thi humare robaro karte

Ye mohabbat ka bandhan bhi kitna ajeeb hota hai mil jaaye to batain lambi bicharr jaaye to ratain lambi

Yun baat bat pe muskorate ho kyun baar bar jaan lene ke tareeqe aur bhi hain hazar

poetry in urdu Najane kya chupa tha uski nigah-e-ulfat mai na chahte howe bhi us say azhar-e-dil lagi kar bethay

urdu poetry sms Aik humain awara kehna koi bada ilzaam nahi dunya wale dil walon ko aur bohut kuch kehte hain

Aansowon ki zamanat bhi jahan kaam na aayi wo shakhs lafzoon ka yaqeen khaak karega

Ab to shaid he mujh se mohabbat kare koi meri ankhoon mai tum saaf nazar atay ho

Bewafa waqat tha tum thay ya muqadar mera baat itni hai ke anjaam judia nikla

Dil ki rag rag nachorr leta hai ishq mai ye badi musibat hai

Iske pyaar sodagari badi ajeeb thi wo dil to khareed raha tha magar aansowon ke daam par

Jis chaand ke itne ho chahne walay wo kya samjhega aik sitaray ki kami ko

Juda ho kar bhi dono jee rahe hain aik mudat se kabhi dono he kehte thay ke aisa ho nahi sakta

Kisi ki zakham ka marham kisi ki ghum ka ilaaj logon ne baant rakha hai mujhe dawa ki tarah

Meri zaat itni wasee nahi ke is mai ulajh sakon bas log he kuch aise milay ke zindagi ulaajh gayi

Qismat ki lakeeron par aitibaar karna chod diya jab insaan badal sakte hain to ye lakeerain kyun nahi

Suna hai tum mujhe bhool chukay ho aur kuch nahi bas himat ki daad dete hain

Suno humdam bohut si digreyaan le kar hunar pe dastaras paa kar nisaab chahat dil ke

Teri jeet se hai khushi tujhko mere paas yahi jawab meri haar ka tha

Tum pochti thi na kitna pyaar hai tumse lo ab gin lu bondain barish ki

Tumhare saath chalte hain hazaron chahne walay mere hone na honay se tumhe kya faraq padta hai

Uthne do aaj pardon ko zara hum bhi to dekhey konsa chaand chupa hai is niqaab ke peche

Wo kar rehe thay apni wafaon ka tazkara dekha humain to baad ka pehlo badal gaye

Ye gham nahi ke wo mujh se wafa nahi karta sitam to ye hai ke kehta hai jaa nahi karta

Sunday, 20 March 2016

allama iqbal poetry Wo tere naseeb ki barishain kisi aur chat pe baras gayi dil-e-bekhabar meri baat sun usay bhool ja

urdu shayari Kon kehta hai ke mit jaati hai dori se mohabbat milne walay to khayalon mai bhi mila karte hain

Ab kis ka aitibaar karon is dunya mai ansoo he apni ankh ka jab apna na howa

Bheeg jati hain jo palkain kabhi tanhai mai kanp uthta hoon mera dard koi jaan na le

Dard sehne ki is qadar adat ho gayi hai ka ab dard na milay to dard sa hota hai

Dil mai anay ka rasta to hai janay ka nahi isi liye jab koi jata hai to dil torr ke jata hai

Hum bhi mojood thay taqdeer ke darwazay par logo ne dolat ki tamana ki humne tumhe maang liya

Hum charaghon ko to tareeqi se larrna hai faraz gul howe par subah ke asaar ban jayenge hum

Jis tanha se paid ke neeche hum barish mai bheege thay tum bhi usko choke guzarna mai bhi us say liptonga

Juda howe hain bohut log aik tum bhi sahi ab itni baat pe kya zindagi haraam karain

Kehta tha ke to na mila to mar jaonga mohsin wo aaj bhi zinda hai yahi baat kisi aur ko kehne ke liye

Kitna acha lagta hai jab kisi se mohabbat ki ibtida karna dard to tab hota hai jab koi apna

Mohabbat mai jhukna koi ajeeb baat nahi chamakta suraj bhi to dhal jata hai chaand ki khatir

Mujh se kehta hai kabhi dil ma malal atay hain kaise kaisay mere dushman ko sawal atay hain

Mujhe chodne ka faisla to roz karta hai wo shakhs magar iska bas nahi chalta meri wafa ke saath

Pochta hai jab koi ke dunya mai mohabbat hai kahan muskora deta hoon mai aur yaad ajati hai maa

Taluq baad mai tabdeel ho kar jo bhi reh jayen mohabbat mai wo pehla muskorana yaad rehta hai

Tumhari deed ko meri tarasti reh gayi ankhain shab-e-hijraan na chain aya na neend ayi na tum aaye

Us shakhs se faqat itna sa taluq hai faraz wo pareshaan ho to humain neend nahi aati

Wo to paani ke qatre hain jo ankhoon se beh jaate hain anso to wo hote hain jo dard banke ankhoon mai he reh jate hain