Thursday, 17 March 2016

urdu poetry love Kuch baat hai uski fitrat mai warna usay chahne ki khata hum baar bar na karte

ghazals in urdu Un fasilon ki fikar mai kyun karon bhala bohut door reh kar bhi mere paas hai koi is soch

Agar raton ko jaagne se hoti ghamo mai kami to mere daman mai khushiyun ke siwa kuch bhi na hota

Bhool jana kisi ke bas mai na tha hum ne ye kaam kar diya saayin

Dikhawe ki mohabbat se behtar hai nafrat he karo humse hum sache jazbon ki badi qadar kya karte hain

Dil todoge to khud bhi toot jaoge zinda hum na rahe to mar tum be jaoge ye iltija hai

Faqat batain andheron ki mehaz qissay ujaloon ki charagh-e-arzoo lekar na tum nikle na hum niklay

Is dunya mai wafa karne walon ki kami nahi hai bas pyaar he us se ho jata hai jisay qadar na ho

Kabhi jo ghabra jaao dunya ki wehshaton se tum humain awaz de lena akaile hum bhi hote hain

Kahan dhondte ho tum ishq ko o bekhabar ye khud he dhoond leta hai jisay barbaad karna ho

Kisi ka zikar karne ki koi waja nahi hoti jo dil ko raas hote hain zubaan pe raqas karte hain

Koi lafzon ki andhi mai urra na de kahin mere jazbe kisi kamsin bachi ki tarah hain

Mai ek sitaray ki serat pe mar mita warna falak se karta raha chand bhi isharay mujhe

Mere dil ki wafaon ka hosla to dekho dosto talabgar iska hai jisko mera ehsaas tak nahi

Meri chahat nahi beeti abhi kuch nahi badla agar chaho agar samjho meri maano to loat aoo

Meri yadoon se bach nikle to waada hai mera tujh se mai khud dunya se keh dongi kami meri wafa mai thi

Moat bhi kam khubsorat to nahi hoti hogi jo bhi is se milta hai zindagi chorr jata hai

Unki palkon se howi hai shuru ye dastaan-e-mohabbat jin ka jhukna bhi qayamat aur uthna

Uska milna muqadar mai nahi tha warna humne kya kuch nahi khooya usay paane ke liye

Ye nahi ke tere firaaq mai ujarr gayi ya bikhar gayi haan mohabbaton pe jo maan tha wo nahi raha

No comments:

Post a Comment