Saturday, 12 March 2016

urdu sms poetry meri yahi adat tum sabko sadda yaad rehegi na shikwa na koi gila jab bhi mila

Baat karte raho humse ke aksar jee nahi lagta tumhre rabiton se zindagi mehsoos hoti hai

Barra dilchasp waqia hai ke kal aik azeez dost apne mafaad ki khatir mujhe qurbaan kar gaya

Dil bhar jata hai logo ka humse sirf chand he lamho mai pata nahi ye dunya bewafa hai ya

Hum wo ana parast hain jo haar ke bhi kehte hain wo manzil badnaseeb thi jo humko na pa saki

Khushk honton se howa karti hain methi batain pyaas bujh jaaye to lehje bhi badal jaate hain

Kisi ke saath pyaar se mazaaq zaroor karna magar kabhi kisi ke sath mazaaq se pyar na karna

Meri ankhoon ke jaado se tum abhi nawaqif ho hum usay jeena sikha dete hain jise marne ka shoaq ho

Mujhe maloom hai tum khush ho is judai se ab khayal rakhna apna tumhe tum jaisa na mil jaaye

poetry urdu sad humari to wafa bhi tumhe gawara nahi kisi bewafa se nibhaogi to bohut yaad

Torr diye mainay ghar ke sabhi ainay pyaar mai haray howe log mujh se dekhey nahi jaate

Us ada se bhi hoon mai aashna tujhe itna jis pe gharoor hai mai jiyonga tere baghair bhi

usay apni zid ki fikar thi mujhe apni aan ka khayal tha na mil sake hum phir kabhi

Usne mujh se pocha mafhoom-e-ghalat fehmi kya hai mai ne mukora kar bola tumse umeed-e-wafa rakhna

Waqat jo aik pal ko ruk jaaye to ehsaan uska chand yadain mere dil mai se guzrana chahain

Wo aik insaan jo soya he nahi kai ratoon se agar uski waja tum ho to kya zalim nahi ho tum

Wo jo dhadkan ki zubaan sunta tha aaj sunta he nahi siskiyaan meri

Wo kisi ki khatir mujhe bhool bhi gaaye to koi baat nahi hum bhi to bhool gaye thay sara zamana uski khatir

Yaad karta hai yahan kon kisi ko bhala khuda ko bhool jane wale khuda ki qasam kisi ke nahi hote

No comments:

Post a Comment