sad poetry in urdu Wo saath tha to maano jannat thi zindagi ab to har saans zinda rehne ki waja pochti hai |
love poetry in urdu Suno ek kaam hai tumse mera wo kam tum kardo jo seene mai dhadkta hai mujhe wo dil na do lekin |
Agar saza de he chuke ho to haal na pochna hum agar be gunah nikle to tumhe afsoos hoga |
Apni apni khwaishon ke aks mai dekha gaya aik ladki ko yahan kis kis tarah socha gaya |
Hamesha he nahi rehte sabhi chehre niqaabon mai har aik kirdaar khulta hai kahani khatam hone par |
Is liye humne tumhe chaand se tashbeeh na di is pe hum khaak nasheeno ne qadam rakhay hain |
Ishq khuafnaak churrail ka roop dhaar kar aksaar kha jaata hai jawaan logon ko |
Kab ka chod diya humne logon ke peeche chalna jis se itni mohabbat ki usne unta gira howa samjha |
Kahin gharoor mai dooba husan hai kahin zor par wafa hai khud ki khabar nahi bas sub ke liye dosra bewafa hy |
Kal tokde parray thay ek tasweer ke rah mai lagta hai koi dewana samjdar ho gaya |
Khwaab kaise baseenge ankhoon mai apni ankhain he nooch leen mai ne koi rah-e-faraar sojhi nahi |
Mohabbat ki saza be misaal di usne udaas rehnay ki aadat daal di us nay |
Mujhe manziloon se azeez hain teri rahguzar ki musafatain ke likhi hain mere naseeb mai abi umar bhar |
Mujhko hain kaam aur bhi kuch to karo khayal mera atay ho jab khayal mai jatay nahi khayal se |
Na janay kyun magar is dunya ke jhotay log wafaiyen kar nahi sakte waday hazaar karte hain |
Ro roke sunaya tha jinko apna haal-e-dil hans hanskar meri wafa ki toheen kar gaya |
Rukh se hatta ke zulfain ankhain utha ke bolay dekho humaray jalway ab karo zara shairi |
Suno itne bhi pyaare nahi ho tum bas meri chahat ne tumhe sar pe chada rakha hai |
Taqdeer ne falak ne mohabbat ne ishq ne jis ne bhi chaha mera tamasha bana diya |
Wo aksar mujse kehti thi na tanha chod kar jana wafa hai zaat-e-aurat ki na ye dil torr kar jaana |
No comments:
Post a Comment