Sunday, 29 November 2015
Wada jhuTa kar liya chaliye tasalli ho gai hai zara si baat KHush karna dil-e-nashad ka
Shahr men lagta nahin sahra men ghabraata hai dil ab kahan le ja ke baiThen aise diwane
- Shahr men lagta nahin sahra men ghabraata hai dil ab kahan le ja ke baiThen aise diwane ko hum...
- shayad mujhe nikal ke pachhta rahe hon aap mahfil men is KHayal se phir aa gaya hun main...
- shisha TuTe ghul mach jae dil TuTe aawaz na aae...
- sine men ek khaTak si hai aur bas hum nahin jaante ki kya hai dil...
- taDapti dekhta hun jab koi shai uTha leta hun apna dil samajh kar...
- tajjub kya lagi gar aag ai simab sine men hazaron dil men angare bhare the lag gai hogi...
- tumhaara dil mere dil ke barabar ho nahin sakta wo shisha ho nahin sakta ye patthar ho nahin sakta...
- ulTi ho gain sab tadbiren kuchh na dawa ne kaam kiya dekha is bimari-e-dil ne aaKHir kaam tamam kiy...
- us bala-e-jaan se aatish dekhiye kyun-kar bane dil siwa shishe se nazuk dil se nazuk KHu-e-dost...
- us se mile zamana hua lekin aaj bhi dil se dua nikalti hai KHush ho jahan bhi ho...
Lakhon men intiKHab ke qabil bana diya jis dil ko tumne dekh liya dil bana diya
- Lakhon men intiKHab ke qabil bana diya jis dil ko tumne dekh liya dil bana diya...
- main jata hun dil ko tere pas chhoDe meri yaad tujhko dilata rahega...
- maine ai dil tujhe sine se lagaya hua hai aur tu hai ki meri jaan ko aaya hua hai...
- naseha tujhko KHabar kya ki mohabbat kya hai roz aa jata hai samjhata hai yun hai yun hai...
- nazrana tere husn ka kya den ki apne pas le de ke ek dil hai so TuTa hua sa hai...
- phir mujhe le chala udhar dekho dil-e-KHana-KHarab ki baaten...
- sauda jahan men aa ke koi kuchh na le gaya jata hun ek main dil-e-pur-arzu liye...
Kho ke dil mera tumhen nahaq pashimani hui tum se nadani hui ya mujhse nadani hui
- Kho ke dil mera tumhen nahaq pashimani hui tum se nadani hui ya mujhse nadani hui...
- kis DhiTai se wo dil chhin ke kahte hain amir wo mera ghar hai rahe jis men mohabbat meri...
- kis tawaqqoa pe kisi ko dekhen koi tum se bhi hasin kya hoga...
- kisi ko de ke dil koi nawa-sanj-e-fughan kyun ho na ho jab dil hi sine men to phir munh men zaban k...
- kisu se dil nahin milta hai ya rab hua tha kis ghaDi un se juda main...
- kuchh khaTakta to hai pahlu men mere rah rah kar ab KHuda jaane teri yaad hai ya dil mera...
- kyun malamat is qadar karte ho be-hasil hai ye lag chuka ab chhuTna mushkil hai us ka dil hai ye...
- lakh dene ka ek dena tha dil-e-be-muddaa diya tu ne...
Hoshiyari dil-e-nadan bahut karta hai ranj kam sahta hai elan bahut karta hai
- hazrat-e-dil aap hain kis dhyan men mar gae lakhon isi arman men...
- Hoshiyari dil-e-nadan bahut karta hai ranj kam sahta hai elan bahut karta hai...
- hota hai mere dil men hasinon ka guzar bhi ek anjuman-e-naz hai allah ka ghar bhi...
- humne pala muddaton pahlu men hum koi nahin tumne dekha ek nazar se dil tumhaara ho gaya...
- humne sine se lagaya dil na apna ban saka muskura kar tumne dekha dil tumhaara ho gaya...
- kaba sau bar wo gaya to kya jis ne yan ek dil men rah na ki...
- kal jahan se ki uTha lae the ahbab mujhe le chala aaj wahin phir dil-e-be-tab mujhe...
- kaun si baat nai ai dil-e-nakaam hui sham se subh hui subh se phir sham hui...
Garm aansu aur ThanDi aahen man men kya kya mausam hain is baghiya ke bhed na kholo
- dil-e-wahshi ko KHwahish hai tumhaare dar pe aane ki diwana hai wa-lekin baat karta hai Thikane ki...
- dil-jalon se dil-lagi achchhi nahin rone walon se hansi achchhi nahin...
- dilli men dard-e-dil kun koi puchhta nahin mujh kun qasam hai KHwaja-qutub ke mazar ki...
- diya KHamosh hai lekin kisi ka dil to jalta hai chale aao jahan tak raushni malum hoti hai...
- dur KHamosh baiTh rahta hun is tarah haal dil ka kahta hun...
- Garm aansu aur ThanDi aahen man men kya kya mausam hain is baghiya ke bhed na kholo sair karo KHamo...
- ghar ghair ke jo yar mera raat se gaya ji sine se nikal gaya dil hat se gaya...
- hamare shisha-e-dil ko sambhal kar hath men lena nazakat ismen itni hai nazar se jab gira TuTa...
- hans hans ke kah raha hai jalana sawab hai zalim ye mera dil hai charagh-e-haram nahin...
Dil ko teri chahat pe bharosa bhi bahut hai aur tujhse bichhaD jaane ka Dar bhi nahin
- Dil ko teri chahat pe bharosa bhi bahut hai aur tujhse bichhaD jaane ka Dar bhi nahin jata...
- dil le ke unki bazm men jaya na jaega ye muddai baghal men chhupaya na jaega...
- dil se jo baat nikalti hai asar rakhti hai par nahin taqat-e-parwaz magar rakhti hai...
- dil se miTna teri angusht-e-hinai ka KHayal ho gaya gosht se naKHun ka juda ho jaana...
- dil to lete ho magar ye bhi rahe yaad tumhen jo hamara na hua kab wo tumhaara hoga...
- dil TuTne se thoDi si taklif to hui lekin tamam umr ko aaram ho gaya...
- dil-e-nadan tujhe hua kya hai aaKHir is dard ki dawa kya hai...
Dil hai kis ka jis men arman aap ka rahta nahin farq itna hai ki sab kahte hain
- Dil hai kis ka jis men arman aap ka rahta nahin farq itna hai ki sab kahte hain main kahta nahin...
- dil hi to hai na aae kyun dam hi to hai na jae kyun hum ko KHuda jo sabr de tujh sa hasin banae kyu...
- dil hi to hai na sang o KHisht dard se bhar na aae kyun roenge hum hazar bar koi hamen satae kyun...
- dil ka kya haal kahun subh ko jab us but ne le ke angDai kaha naz se hum jate hain...
- dil ke phaphule jal uThe sine ke dagh se is ghar ko aag lag gai ghar ke charagh se...
- dil KHush hua hai masjid-e-viran ko dekh kar meri tarah KHuda ka bhi KHana KHarab hai...
- dil ki barbaadiyon pe nazan hun fath pa kar shikast khai hai...
- dil ko hum DhunDte hain chaar taraf aur yahan aap liye baiThe hain...
Dekha mujhe to tark-e-talluq ke bawajud wo muskura diya ye hunar bhi usi ka tha
- Dekha mujhe to tark-e-talluq ke bawajud wo muskura diya ye hunar bhi usi ka tha...
- dil agar dil hai to wabasta-e-gham bhi hoga nikhat-e-gul bhi kahin gul se juda rahti hai...
- dil de to is mizaj ka parwardigar de jo ranj ki ghaDi bhi KHushi se guzar de...
- dil dhaDakta hai shab-e-gham men kahin aisa na ho marg ban kar bhi mizaj-e-yar tarsae mujhe...
- dil diya jis ne kisi ko wo hua sahib-e-dil hath aa jati hai kho dene se daulat dil ki...
- dil gawara nahin karta hai shikast-e-ummid har taghaful pe nawazish ka guman hota hai...
- dil gaya raunaq-e-hayat gai gham gaya sari kaenat gai...
Bagh men lagta nahin sahra se ghabraata hai dil ab kahan le ja ki baiThen aise diwane ko
- Bagh men lagta nahin sahra se ghabraata hai dil ab kahan le ja ki baiThen aise diwane ko hum...
- betabiyan sameT ke sare jahan ki jab kuchh na ban saka to mera dil bana diya...
- bujh rahe hain charagh-e-dair-o-haram dil jalao ki raushni kam hai...
- but-KHana toD Daliye masjid ko Dhaiye dil ko na toDiye ye KHuda ka maqam hai...
- buton men koi bhalai bhi hai siwae sitam bura ho tera dil-e-na-saza kidhar aaya...
- dagh-e-dil se bhi raushni na mili ye diya bhi jala ke dekh liya...
- dam-e-har-mauj men hai halqa-e-sad-kaam-e-nahang dekhen kya guzre hai qatre pe guhar hote tak...
- dekh to dil ki jaan se uThta hai ye dhuan sa kahan se uThta hai...
Aabaadi bhi dekhi hai virane bhi dekhe hain jo ujDe aur phir na base dil wo nirali basti
- Aabaadi bhi dekhi hai virane bhi dekhe hain jo ujDe aur phir na base dil wo nirali basti hai...
- aadam ka jism jab ki anasir se mil bana kuchh aag bach rahi thi so aashiq ka dil bana...
- aap ke panw ke niche dil hai ek zara aapko zahmat hogi...
- aap pahlu men jo baiThen to sambhal kar baiThen dil-e-betab ko aadat hai machal jaane ki...
- ab mujhe kaun jit sakta hai tu mere dil ka aaKHiri Dar tha...
- achchha hai dil ke sath rahe pasban-e-aql lekin kabhi kabhi ise tanha bhi chhoD de...
- anhoni kuchh zarur hui dil ke sath aaj nadan tha magar ye diwana kabhi na tha...
- arz o sama kahan teri wusat ko pa sake mera hi dil hai wo ki jahan tu sama sake...
- badla hua hai aaj mere aansuo ka rang kya dil ke zaKHm ka koi Tanka udhaD gaya...
We baalon men color lagwa chuka hai ye dhoka panch sau men kha chuka hai
- We baalon men color lagwa chuka hai ye dhoka panch sau men kha chuka hai...
- wo jis ghamanD se bichhDa gila to is ka hai ki sari baat mohabbat men rakh-rakhaw ki thi...
- yaqin un ke wade pe lana paDega ye dhoka to danista khana paDega...
- ye sikhaya hai dosti ne hamen dost ban kar kabhi wafa na karo...
- ye wafa ki saKHt rahen ye tumhaare panw nazuk na lo intiqam mujhse mere sath sath chal ke...
- zaKHm laga kar us ka bhi kuchh hath khula main bhi dhoka kha kar kuchh chaalak hua...
- zinda rahne ke the jitne uslub zindagi kaT gai tab yaad aae...
- zindagi ke udas lamhon men bewafa dost yaad aate hain...
Qaul aabru ka tha ki na jaunga us gali ho kar ke be-qarar dekho aaj phir gaya
- Qaul aabru ka tha ki na jaunga us gali ho kar ke be-qarar dekho aaj phir gaya...
- teri mahfil se uThata ghair mujhko kya majal dekhta tha main ki tu ne bhi ishaara kar diya...
- tum na tauba karo jafaon se hum wafaon se tauba karte hain...
- uD gai yun wafa zamane se kabhi goya kisi men thi hi nahin...
- ummid to bandh jati taskin to ho jati wada na wafa karte wada to kiya hota...
- usne apna bana ke chhoD diya kya asiri hai kya rihai hai...
- wada-e-wasl use jaan ke KHush ho jaun waqt-e-ruKHsat bhi agar hath milae koi...
- wafa tujhse ai bewafa chahta hun meri sadgi dekh kya chahta hun...
Kya bataun kis qadar zanjir-e-pa sabit hue chand tinke jinko apna aashiyan samjha tha men
- Kya bataun kis qadar zanjir-e-pa sabit hue chand tinke jinko apna aashiyan samjha tha men...
- main hairan hun ki kyun us se hui thi dosti apni mujhe kaise gawara ho gai thi dushmani apni...
- majruh likh rahe hain wo ahl-e-wafa ka nam hum bhi khaDe hue hain gunahgar ki tarah...
- muddat hui ek shaKHs ne dil toD diya tha is waste apnon se mohabbat nahin karte...
- mujhe mere miTne ka gham hai to ye hai tumhen bewafa kah raha hai zamana...
- mujhe shikwa nahin kuchh bewafai ka teri hargiz gila tab ho agar tu ne kisi se bhi nibhai ho...
- phir usi bewafa pe marte hain phir wahi zindagi hamari hai...
Kaun uThaega tumhaari ye jafa mere baad yaad aaegi bahut meri wafa mere baad
- Kaun uThaega tumhaari ye jafa mere baad yaad aaegi bahut meri wafa mere baad...
- kis tarah karen tujhse gila tere sitam ka madhosh ishaaron ne bhi dil toD diya hai...
- kisi bewafa ki KHatir ye junun faraaz kab tak jo tumhen bhula chuka hai use tum bhi bhul jao...
- kuchh is ada se mere sath bewafai kar ki tere baad mujhe koi bewafa na lage...
- kuchh itne diye hasrat-e-didar ne dhoke wo samne baiThe hain yaqin hum ko nahin hai...
- kuchh tarz-e-sitam bhi hai kuchh andaz-e-wafa bhi khulta nahin haal unki tabiat ka zara bhi...
- kuchh to majburiyan rahi hongi yun koi bewafa nahin hota...
Hum ko un se wafa ki hai ummid jo nahin jaante wafa kya hai
- Hum ko un se wafa ki hai ummid jo nahin jaante wafa kya hai...
- humne be-intiha wafa kar ke be-wafaon se intiqam liya...
- is tarah KHush hun kisi ke wada-e-farda pe main dar-haqiqat jaise mujhko etibar aa hi gaya...
- ishq men sachcha tha wo meri tarah bewafa to aazmane se hua...
- jao bhi kya karoge mehr-o-wafa bar-ha aazma ke dekh liya...
- jo mila usne bewafai ki kuchh ajab rang hai zamane ka...
- jo saza dije hai baja mujhko tujhse karni na thi wafa mujhko...
- kaam aa sakin na apni wafaen to kya karen us bewafa ko bhul na jaen to kya karen...
- kabhi humse kabhi ghairon se shanasai hai baat kahne ki nahin tu bhi to harjai hai...
Dost ban kar bhi nahin sath nibhane wala wahi andaz hai zalim ka zamane wala
- Dost ban kar bhi nahin sath nibhane wala wahi andaz hai zalim ka zamane wala...
- doston se is qadar sadme uThae jaan par dil se dushman ki adawat ka gila jata raha...
- ehsan aisa talKH jawab-e-wafa mila hum is ke baad phir koi arman na kar sake...
- ehsan apna koi bure waqt ka nahin ahbab bewafa hain KHuda be-niyaz hai...
- ek muddat men parakhne ka shuur aata hai bewafa kah dun unhen pahli nazar men kaise...
- fareb khane ko pesha bana liya humne jab ek bar wafa ka fareb kha baiThe...
- fasla nazron ka dhoka bhi to ho sakta hai wo mile ya na mile hath baDha kar dekho...
- fasle aise bhi honge ye kabhi socha na tha samne baiTha tha mere aur wo mera na tha...
- gila likhun main agar teri bewafai ka lahu men gharq safina ho aashnai ka...
- gin raha hun harf un ke ahd ke mujhko dhoka de rahi hai yaad kya...
Aap chheDen na wafa ka qissa baat men baat nikal aati hai
- Aap chheDen na wafa ka qissa baat men baat nikal aati hai...
- aaya na phir ke ek bhi kuche se yar ke qasid gaya nasim gai nama-bar gaya...
- ahbab ko de raha hun dhoka chehre pe KHushi saja raha hun...
- baghban ne aag di jab aashiyane ko mere jin pe takiya tha wahi patte hawa dene lage...
- bala se kuchh ho hum ehsan apni KHu na chhoDenge hamesha be-wafaon se milenge ba-wafa ho kar...
- bewafai pe teri ji hai fida qahr hota jo ba-wafa hota...
- chalo yun hi sahi hum bewafa hain magar ye to bataen aap kya hain...
- dam-e-har-mauj men hai halqa-e-sad-kaam-e-nahang dekhen kya guzre hai qatre pe guhar hote tak...
- dekho ye kisi aur ki aankhen hain ki meri dekhun ye kisi aur ka chehra hai ki tum ho...
- dil bhi toDa to saliqe se na toDa tumne bewafai ke bhi aadab hua karte hain...
Tu yaad aaya tere jaur-o-sitam lekin na yaad aae mohabbat men ye masumi baDi mushkil se
- Tu yaad aaya tere jaur-o-sitam lekin na yaad aae mohabbat men ye masumi baDi mushkil se aati hai...
- tum jaano tumko ghair se jo rasm-o-rah ho mujhko bhi puchhte raho to kya gunah ho...
- tum kahan wasl kahan wasl ki ummid kahan dil ke bahkane ko ek baat bana rakhi hai...
- wo agar bura na manen to jahan-e-rang-o-bu men main sukun-e-dil ki KHatir koi DhunD lun sahaara...
- yahi aashiqon ki namaz hai yahi dil-jalon ki niyaz hai jahan dekha yar ka naqsh-e-pa wahin sar ko a...
- ye na dekho ki mere zaKHm bahut kari hain ye batao ki mera dushman-e-jaan kaisa hai...
- yun KHak men mila ke na arman jaiye ghusse ko thuk dijiye aur man jaiye...
- zabt dekho udhar nigah na ki mar gae marte marte aah na ki...
- zamane ne lagain mujh pe lakhon bandishen lekin sar-e-mahfil meri nazron ne tum se guftugu kar li...
- zer-e-diwar khaDe hain tera kya lete hain dekh lete hain lagi dil ki bujha lete hain...
Sari duniya ye samajhti hai ki saudai hai ab mera hosh men aana teri ruswai hai
- roz socha hai bhul jaun tujhe roz ye baat bhul jata hun...
- sambhaala hosh to marne lage hasinon par hamen to maut hi aai shabab ke badle...
- saqi mujhe sharab ki tohmat nahin pasand mujhko teri nigah ka ilzam chahiye...
- Sari duniya ye samajhti hai ki saudai hai ab mera hosh men aana teri ruswai hai...
- sikhe hain mah-ruKHon ke liye hum musawwari taqrib kuchh to bahr-e-mulaqat chahiye...
- sirf uske honT kaghaz par bana deta hun main KHud bana leti hai honTon par hansi apni jagah...
- tu jaan hai hamari aur jaan hai to sab kuchh iman ki kahenge iman hai to sab kuchh...
- tu lutf kare ya na kare KHush ho ki na-KHush is baat pe marta hun ki aashiq hun tera main...
- tu mujhe apna bana ya na bana teri KHushi tu zamane men mere nam se badnam to hai...
Mujhe dushman se apne ishq sa hai main tanha aadmi ki dosti hun
- Mujhe dushman se apne ishq sa hai main tanha aadmi ki dosti hun...
- na aaya hamen ishq karna na aaya mare umr-bhar aur marna na aaya...
- nasib se kahin marna kisi pe hota hai maza jo ismen hai wo umr-e-jawedan men nahin...
- na-tawani ka bhi ehsan hai meri gardan par ki tere panw se sar mujhko uThane na diya...
- nazar lage na kahin un ke dast o bazu ko ye log kyun mere zaKHm-e-jigar ko dekhte hain...
- paun to in hasinon ka munh chum lun riyaz aaj inki galiyon ne baDa hi maza diya...
- phir baalon men raat hui phir hathon men chand khila...
- ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa aa phir se mujhe chhoD ke jaane ke liye aa...
- rasta rok ke kah lunga jo kahna hai mujhe kya miloge na kabhi rah men aate jate...
Mani hain maine saikaDon baaten tamam umr aaj aap ek baat meri man jaiye
- mani hain maine saikaDon baaten tamam umr aaj aap ek baat meri man jaiye...
- maqtal-e-shauq ke aadab nirale hain bahut dil bhi qatil ko diya karte hain sar se pahle...
- maza aata agar guzri hui baaton ka afsana kahin se tum bayan karte kahin se hum bayan karte...
- mehrban ho ke bula lo mujhe chaho jis waqt main gaya waqt nahin hun ki phir aa bhi na sakun...
- mere dil o dimagh pe chhae hue ho tum zarre ko aaftab banae hue ho tum...
- mere jazb-e-dil ka asar dekh lena wo aaenge thame jigar dekh lena...
- meri har baat ko ulTa wo samajh lete hain ab ki puchha to ye kah dunga ki haal achchha hai...
- meri iza-rasani mujhko yun taskin deti hai ki tera ho ke wo zalim kisi ka ho nahin sakta...
- meri tasbih ke dane hain bholi suraton wale nigahon men phiraata hun ibaadat hoti jati hai...
- momin KHuda ke waste aisa makan na chhoD dozaKH men Dal KHuld ko ku-e-butan na chhoD...
Kuch aur mangna mere mashrab men kufr hai la apna hath de mere dast-e-sawal men
- kuch aur mangna mere mashrab men kufr hai la apna hath de mere dast-e-sawal men...
- kuch is ada se aapne puchha mera mizaj kahna paDa ki shukr hai parwardigar ka...
- kuch kaTi himmat-e-sawal men umr kuchh umid-e-jawab men guzri...
- kuch khel nahin hai ishq karna ye zindagi bhar ka rat-jaga hai...
- kuch log to KHilaf hon hasid koi to ho kya lutf sidhi sadi mohabbat men aaega...
- kya husn ne samjha hai kya ishq ne jaana hai hum KHak-nashinon ki Thokar men zamana hai...
- laila hai na majnun hai na shirin hai na farhad ab rah gae hain aashiq o mashuq men hum aap...
- logon ka ehsan hai mujh par aur tera main shukr-guzar tir-e-nazar se tumne mara lash uThai logon ne...
- main ek bar zahr bhi pi lunga shauq se qiston men zahr pine ki zahmat magar na de...
- maine uske samne pahle to KHanjar rakh diya phir kaleja rakh diya dil rakh diya sar rakh diya...
Jadu hai ya tilism tumhaari zaban men tum jhuT kah rahe the mujhe etibar tha
- jadu hai ya tilism tumhaari zaban men tum jhuT kah rahe the mujhe etibar tha...
- jahan men ho gai na-haq teri jafa badnam kuchh ahl-e-shauq ko dar-o-rasan se pyar bhi hai...
- jin ke honTon pe hansi panw men chhaale honge han wahi log tere chahne wale honge...
- jinhen hasil hai tera qurb KHush-qismat sahi lekin teri hasrat liye mar jaane wale aur hote hain...
- kabe ki to kya asal hai is kuche se aage jannat ho to jae na gunahgar tumhaara...
- kah diya tu ne jo masum to hum hain masum kah diya tu ne gunahgar gunahgar hain hum...
- kahin ye apni mohabbat ki intiha to nahin bahut dinon se teri yaad bhi nahin aai...
- kamal-e-ishq hai diwana ho gaya hun main ye kis ke hath se daman chhuDa raha hun main...
- kaun si baat hai jo usmen nahin usko dekhe meri nazar se koi...
- KHub-ruyon se yariyan na gain meri be-iKHtiyariyan na gain...
Is se baDh kar aur kya hai sada-lauhi ishq ki aapne wada kiya aur hum ko bawar ho gaya
- is se baDh kar aur kya hai sada-lauhi ishq ki aapne wada kiya aur hum ko bawar ho gaya...
- isi KHayal se palkon pe ruk gae aansu teri nigah ko shayad subut-e-gham na mile...
- izhaar-e-muddaa ka irada tha aaj kuchh tewar tumhaare dekh ke KHamosh ho gaya...
- jaan hi de di jigar ne aaj pa-e-yar par umr bhar ki be-qarari ko qarar aa hi gaya...
- jaan tum par nisar karta hun main nahin jaanta dua kya hai...
- jaante hain hum mohabbat-azmai ho chuki aao lag jao gale bas ab laDai ho chuki...
- jab lagen zaKHm to qatil ko dua di jae hai yahi rasm to ye rasm uTha di jae...
- jab mili aankh hosh kho baiThe kitne hazir jawab hain hum log...
Hum aah bhi karte hain to ho jate hain badnam wo qatl bhi karte hain to charcha nahin
- hum aah bhi karte hain to ho jate hain badnam wo qatl bhi karte hain to charcha nahin hota...
- hum jo shab ko na-gahan us shoKH ke pale paDe dil to jata hi raha ab jaan ke lale paDe...
- hum kahin jaen bana lenge jagah apne liye hum ko aata hai hunar dil men utar jaane ka...
- hum ko KHabar hai shahr men uske sang-e-malamat milte hain phir bhi uske shahr men jaana kitna achc...
- hum ko mahrumi-e-nazara qubul aap jalwe na apne aam karen...
- hum un ko soch men gum dekh kar wapas chale aae wo apne dhyan men baiThe hue achchhe lage hum ko...
- humne dekha hi tha duniya ko abhi uske baghair lijiye bich men phir dida-e-tar aa gae hain...
- humse nafrat karo ki pyar karo koi rishta to ustuwar karo...
- ijazat ho to tera nam likh lun mere dil ka waraq sada hai ab tak...
Hai kuchh to baat momin jo chha gai KHamoshi kis but ko de diya dil kyun but se ban gae
- hai kuchh to baat momin jo chha gai KHamoshi kis but ko de diya dil kyun but se ban gae ho...
- hairan hun dil ko roun ki piTun jigar ko main maqdur ho to sath rakhun nauhagar ko main...
- hamari aankhon men aao to hum dikhaen tumhen ada tumhaari jo tum bhi kaho ki han kuchh hai...
- hamen bhi jalwa-gah-e-naz tak lete chalo musa tumhen ghash aa gaya to husn-e-jaanan kaun dekhega...
- hamen hai shauq ki be-parda tumko dekhenge tumhen hai sharm to aankhon pe hath dhar lena...
- han aapko dekha tha mohabbat se hamin ne ji sare zamane ke gunahgar hamin the...
- har-dam yahi dua hai KHuda ki janab men aa jae yar KHud mere KHat ke jawab men...
- hath rakh kar mere sine pe jigar tham liya tumne is waqt to girta hua ghar tham liya...
- hath uThta nahin hai dil se KHumar hum unhen kis tarah salam karen...
De mujhko shikayat ki ijazat ki sitam-gar kuchh tujhko maza bhi mere aazar men aawe
- de mujhko shikayat ki ijazat ki sitam-gar kuchh tujhko maza bhi mere aazar men aawe...
- dekhna hashr men jab tum pe machal jaunga main bhi kya wada tumhaara hun ki Tal jaunga...
- dil pe aae hue ilzam se pahchante hain log ab mujhko tere nam se pahchante hain...
- duniya ne KHub samjha duniya ne KHub parkha meri nazar ko dekha jab aap ki nazar se...
- ek aadat si ban gai hai tu aur aadat kabhi nahin jati...
- faqat is shauq men puchhi hain hazaron baaten main tera husn tere husn-e-bayan tak dekhun...
- faraaz tark-e-talluq to KHair kya hoga yahi bahut hai ki kam kam mila karo us se...
- ghair ko aane na dun tumko kahin jaane na dun kash mil jae tumhaare ghar ki darbani mujhe...
- haal mujh gham-zada ka jis jis ne jab suna hoga ro diya hoga...
Chand kaliyan nashat ki chun kar muddaton mahw-e-yas rahta hun tera milna KHushi
- chand kaliyan nashat ki chun kar muddaton mahw-e-yas rahta hun tera milna KHushi ki baat sahi tujhs...
- chand taswir-e-butan chand hasinon ke KHutut baad marne ke mere ghar se ye saman nikla...
- chheD mashuq se kije to zara tham tham kar roz ke nama o paigham bure hote hain...
- chheDa hai dast-e-shauq ne mujhse KHafa hain wo goya ki apne dil pe mujhe iKHtiyar hai...
- chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai hum ko ab tak aashiqi ka wo zamana yaad hai...
- Dal do saya apne aanchal ka na-tawan hun kafan bhi ho halka...
- dastan-e-husn jab phaili to la-mahdud thi aur jab simTi to tera nam ho kar rah gai...
- dast-e-pur-KHun ko kaf-e-dast-e-nigaran samjhe qatl-gah thi jise hum mahfil-e-yaran samjhe...
- dawa-e-ashiqi hai hasrat karo nibah ye kya ke ibtida hi men ghabra ke rah gae...
Barson se kan par hai qalam is umid par likhwae mujhse KHat mere KHat ke jawab men
- barson se kan par hai qalam is umid par likhwae mujhse KHat mere KHat ke jawab men...
- be-talluq tere aage se guzar jata hai ye bhi ek husn-e-talab hai tere diwane ka...
- bhanp hi lenge ishaara sar-e-mahfil jo kiya taDne wale qayamat ki nazar rakhte hain...
- bhari bazm men raaz ki baat kah di baDa be-adab hun saza chahta hun...
- bhej di taswir apni un ko ye likh kar shakil aap ki marzi hai chahe jis nazar se dekhiye...
- bulbul ghazal-sarai aage hamare mat kar sab humse sikhte hain andaz guftugu ka...
- bura mat man itna hausla achchha nahin lagta ye uThte baiThte zikr-e-wafa achchha nahin lagta...
- chahte hain KHub-ruon ko asad aap ki surat to dekha chahiye...
Apne marne ka agar ranj mujhe hai to ye hai kaun uThaega teri jaur o jafa mere baad
- apne marne ka agar ranj mujhe hai to ye hai kaun uThaega teri jaur o jafa mere baad...
- aur honge teri mahfil se ubharne wale hazrat-e-dagh jahan baiTh gae baiTh gae...
- aziz itna hi rakkho ki ji sambhal jae ab is qadar bhi na chaho ki dam nikal jae...
- bahut hai apne yaqin hi ka aasra phir bhi teri nazar ka sahaara talash karti hun...
- bahut kaam lene hain dard-e-jigar se kahin zindagi ko qarar aa na jae...
- bahut mayus baiTha hun main tum se kabhi aa kar mujhe hairat men Dalo...
- ban jaun na begana-e-adab-e-mohabbat itna na qarib aao munasib to yahi hai...
Abas nadaniyon pe aap apni naz karte hain abhi dekhi kahan hain aapne nadaniyan meri
- abas nadaniyon pe aap apni naz karte hain abhi dekhi kahan hain aapne nadaniyan meri...
- agar baKHshe zahe qismat na baKHshe to shikayat kya sar-e-taslim KHam hai jo mizaj-e-yar men aae...
- agar na zohra-jabinon ke darmiyan guzre to phir ye kaise kaTe zindagi kahan guzre...
- ai sajda-farosh-e-ku-e-butan har sar ke liye ek chaukhaT hai ye bhi koi shan-e-ishq hui jis dar pe ...
- anis aasan nahin aabaad karna ghar mohabbat ka ye un ka kaam hai jo zindagi barbaad karte hain...
- anokhi waza hai sare zamane se nirale hain ye aashiq kaun si basti ke ya rab rahne wale hain...
- apne jaisi koi taswir banani thi mujhe mere andar se sabhi rang tumhaare nikle...
Aaj wan tegh o kafan bandhe hue jata hun main uzr mere qatl karne
- aaj wan tegh o kafan bandhe hue jata hun main uzr mere qatl karne men wo ab lawenge kya...
- aap pachhtaen nahin jaur se tauba na karen aap ke sar ki qasam dagh ka haal achchha hai...
- aap se hum ko ranj hi kaisa muskura dijiye safai se...
- aashiq hun pe mashuq-farebi hai mera kaam majnun ko bura kahti hai laila mere aage...
- aashiqi men bahut zaruri hai bewafai kabhi kabhi karna...
- aashiqi sabr-talab aur tamanna be-tab dil ka kya rang karun KHun-e-jigar hote tak...
- aashiqi se milega ai zahid bandagi se KHuda nahin milta...
Sunday, 22 November 2015
Best sad urdu poetry images hd Wo Log He Bicharr Gaye Jo Zindagi Howa Karte Thay
Best sad urdu poetry images hd Wo Log He Bicharr Gaye Jo Zindagi Howa Karte Thay |
- kisi rais ki mahfil ka zikr hi kya hai KHuda ke ghar bhi na jaenge bin bulae hue...
- lae kahan se us ruKH-e-raushan ki aab-o-tab beja nahin jo sharm se hai aab aab shama...
- lutf aane laga jafaon men wo kahin mehrban na ho jae...
- mang lun tujhse tujhi ko to sabhi kuchh mil jae sau sawalon se yahi ek sawal achchha hai...
- mani hain maine saikaDon baaten tamam umr aaj aap ek baat meri man jaiye...
- masjid men bulate hain hamen zahid-e-na-fahm hota kuchh agar hosh to mai-KHane na jate...
- mera KHat usne paDha paDh ke nama-bar se kaha yahi jawab hai is ka koi jawab nahin...
- mila kar KHak men bhi hae sharm unki nahin jati nigah nichi kiye wo samne madfan ke baiThe hain...
- mili hai duKHtar-e-raz laD-jhagaD ke qazi se jihad kar ke jo aurat mile haram nahin...
- mushkil bahut paDegi barabar ki choT hai aaina dekhiyega zara dekh-bhaal ke...
- na waiz hajw kar ek din duniya se jaana hai are munh saqi-e-kausar ko bhi aaKHir dikhana hai...
Best sad urdu poetry images 2016 Mujhe Aaj Bhi Uski Bepanah Mohabbat To Rone Nahi Deti
Best sad urdu poetry images 2016 Mujhe Aaj Bhi Uski Bepanah Mohabbat To Rone Nahi Deti |
- kabab-e-siKH hain hum karwaTen har-su badalte hain jal uThta hai jo ye pahlu to wo pahlu badalte ha...
- kaba-e-ruKH ki taraf paDhni hai aankhon se namaz chahiye gard-e-nazar bahr-e-tayammum mujhko...
- karta main dardmand tabibon se kya rujua jis ne diya tha dard baDa wo hakim tha...
- kaun si ja hai jahan jalwa-e-mashuq nahin shauq-e-didar agar hai to nazar paida kar...
- kaun uThaega tumhaari ye jafa mere baad yaad aaegi bahut meri wafa mere baad...
- KHanjar chale kisi pe taDapte hain hum amir sare jahan ka dard hamare jigar men hai...
- KHuda ne nek surat di to sikho nek baaten bhi bure hote ho achchhe ho ke ye kya bad-zabani hai...
- KHun-e-nahaq kahin chhupta hai chhupae se amir kyun meri lash pe baiThe hain wo daman Dale...
- KHushk seron tan-e-shaer ka lahu hota hai tab nazar aati hai ek misra-e-tar ki surat...
- KHwab men aankhen jo talwon se malin bole uff uff panw mera chhil gaya...
- kis DhiTai se wo dil chhin ke kahte hain amir wo mera ghar hai rahe jis men mohabbat meri...
Best urdu poetry shayari images Zooqay Yaad Mai Hoti Hai Aksar Takleef Sarasar
Best urdu poetry shayari images Zooqay Yaad Mai Hoti Hai Aksar Takleef Sarasar |
- hai wasiyyat ki kafan mujhko isi ka dena hath aa jae jo utra hua pairahan-e-dost...
- haTao aaina ummid-war hum bhi hain tumhaare dekhne walon men yar hum bhi hain...
- hath rakh kar mere sine pe jigar tham liya tumne is waqt to girta hua ghar tham liya...
- hilal o badr donon men amir unki tajalli hai ye KHaka hai jawani ka wo naqsha hai laDakpan ka...
- ho gaya band dar-e-mai-kada kya qahr hua shauq-e-pa-bos-e-hasinan jo tujhe tha ai dil...
- hue namwar be-nishan kaise kaise zamin kha gai aasman kaise kaise...
- hum jo pahunche to lab-e-gor se aai ye sada aaiye aaiye hazrat bahut aazad rahe...
- ilahi kya ilaqa hai wo jab lete hain angDai mere zaKHmon ke sab Tanke achanak TuT jate hain...
- jawan hone lage jab wo to humse kar liya parda haya yak-laKHt aai aur shabab aahista aahista...
New top urdu poetry images Na Kar Itna Zulam Uspe Jo Tujse Pyaar Karta Hai
New top urdu poetry images Na Kar Itna Zulam Uspe Jo Tujse Pyaar Karta Hai |
- baghban kaliyan hon halke rang ki bhejni hain ek kam-sin ke liye...
- baqi na dil men koi bhi ya rab hawas rahe chaudah baras ke sin men wo lakhon baras rahe...
- barhaman dair se kabe se phir aae haji tere dar se na sarakna tha na sarke aashiq...
- bosa liya jo us lab-e-shirin ka mar gae di jaan humne chashma-e-ab-e-hayat par...
- dekh le bulbul o parwana ki betabi ko hijr achchha na hasinon ka visal achchha hai...
- firaq-e-yar ne bechain mujhko raat bhar rakkha kabhi takiya idhar rakkha kabhi takiya udhar rakkha...
- gahe gahe ki mulaqat hi achchhi hai amir qadr kho deta hai har roz ka aana jaana...
- gard uDi aashiq ki turbat se to jhunjhla kar kaha wah sar chaDhne lagi panw ki Thukrai hui...
- girah se kuchh nahin jata hai pi bhi le zahid mile jo muft to qazi ko bhi haram nahin...
- hai jawani KHud jawani ka singhaar sadgi gahna hai is sin ke liye...
Best urdu to english poetry images Kuch Khaas Nahi Bas Itni Se Hai Dastaan Mohabbat
Best urdu to english poetry images Kuch Khaas Nahi Bas Itni Se Hai Dastaan Mohabbat |
- aashiq ka bankpan na gaya baad-e-marg bhi taKHte pe ghusl ke jo liTaya akaD gaya...
- aaya na ek bar ayaadat ko tu masih sau bar main fareb se bimar ho chuka...
- abhi aae abhi jate ho jaldi kya hai dam le lo na chhoDunga main jaisi chahe tum mujhse qasam le lo...
- abhi kamsin hain ziden bhi hain nirali unki is pe machle hain ki hum dard-e-jigar dekhenge...
- achchhe isa ho marizon ka KHayal achchha hai hum mare jate hain tum kahte ho haal achchha hai...
- allah-re sadgi nahin itni unhen KHabar mayyat pe aa ke puchhte hain inko kya hua...
- allah-ri nazakat-e-jaanan ki sher men mazmun bandha kamar ka to dard-e-kamar hua...
- amir ab hichkiyan aane lagi hain kahin main yaad farmaya gaya hun...
- apni mahfil se abas hum ko uThate hain huzur chupke baiThe hain alag aap ka kya lete hain...
- baad marne ke bhi chhoDi na rifaqat meri meri turbat se lagi baiThi hai hasrat meri...
Best urdu sad poetry images Maar Do Jaan Se Koi Ghum Nahi Par Ye Saza Mat Doo
Best urdu sad poetry images Maar Do Jaan Se Koi Ghum Nahi Par Ye Saza Mat Doo |
- jo sham hoti hai har roz haar jata hun main apne jism ki parchhaiyon se laDte hue...
- na aabshaar na sahra laga sake qimat hum apni pyas ko le kar dahan men lauT aae...
- pahle sahra se mujhe laya samundar ki taraf naw par kaghaz ki phir mujhko sawar usne kiya...
- shahr men sare charaghon ki ziya KHamosh hai tirgi har samt phaila kar hawa KHamosh hai...
- wo marka ki aaj bhi sar ho nahin saka main thak ke muskura diya jab ro nahin saka...
- ye kar-e-zindagi tha to karna paDa mujhe KHud ko sameTne men bikharna paDa mujhe...
- aae but-KHane se kabe ko to kya bhar paya ja paDe the to wahin hum ko paDa rahna tha...
- aafat to hai wo naz bhi andaz bhi lekin marta hun main jis par wo ada aur hi kuchh hai...
- aahon se soz-e-ishq miTaya na jaega phunkon se ye charagh bujhaya na jaega...
- aankhen dikhlate ho joban to dikhao sahab wo alag bandh ke rakha hai jo mal achchha hai...
Best unique urdu poetry images Tere Janay Se Kuch Nahi Hota
Best unique urdu poetry images Tere Janay Se Kuch Nahi Hota |
- tum rah men chup-chap khaDe ho to gae ho kis kis ko bataoge ki ghar kyun nahin jate...
- use bechain kar jaunga main bhi KHamoshi se guzar jaunga main bhi...
- usi ka shahar wahi muddai wahi munsif hamen yaqin tha hamara qusur niklega...
- waqt ke sath badalna to bahut aasan tha mujhse har waqt muKHatib rahi ghairat meri...
- yakum january hai naya sal hai december men puchhunga kya haal hai...
- yar kya zindagi hai suraj ki subh se sham tak jala karna...
- zindagi aur hain kitne tere chehre ye bata tujhse ek umr ki haalanki shanasai hai...
- zindagi ki dauD men pichhe na tha rah gaya wo sirf do ek gam se...
- dhup men kaun kise yaad kiya karta hai par tere shahr men barsat to hoti hogi...
- is bar rah-e-ishq kuchh itni tawil thi tere badan se ho ke guzarna paDa mujhe...
Best urdu poetry images Meri Nakamiyun Par Tum Zara Tashweesh Mat Karna
Best urdu poetry images Meri Nakamiyun Par Tum Zara Tashweesh Mat Karna |
- log jis haal men marne ki dua karte hain maine us haal men jine ki qasam khai hai...
- main kya jaanun gharon ka haal kya hai main sari zindagi bahar raha hun...
- maine kyun tark-e-talluq ki jasarat ki hai tum agar ghaur karoge to pashiman hoge...
- mere ghar men to koi bhi nahin hai KHuda jaane main kis se Dar raha hun...
- mere junun ka natija zarur niklega isi siyah samundar se nur niklega...
- mere paDos men aise bhi log baste hain jo mujh men DhunD rahe hain buraiyan apni...
- muztarib hain maujen kyun uTh rahe hain tufan kyun kya kisi safine ko aarzu-e-sahil hai...
- puchha hai ghair se mere haal-e-tabah ko izhaar-e-dosti bhi kiya dushmani ke sath...
- qatl ho to mera sa maut ho to meri si mere sogwaron men aaj mera qatil hai...
- subh tak main sochta hun sham se ji raha hai kaun mere nam se...
- suna hai ab bhi mere hath ki lakiron men najumiyon ko muqaddar dikhai deta hai...
Very sad urdu poetry images Anna Parsat To Hum Bhi Ghazab Ke Hai Laikin
Very sad urdu poetry images Anna Parsat To Hum Bhi Ghazab Ke Hai Laikin |
- apne hamrah KHud chala karna kaun aaega mat ruka karna...
- ek KHabar hai tere liye dil par patthar bhaari rakh...
- ek parinda abhi uDan men hai tir har shaKHs ki kaman men hai...
- har qadam pe nakaami har qadam pe mahrumi ghaaliban koi dushman doston men shamil hai...
- hona paDa hai KHugar-e-gham bhi KHushi ki KHair wo mujh pe mehrban hain magar be-ruKHi ke sath...
- itna bedariyon se kaam na lo dosto KHwab bhi zaruri hai...
- jashn-e-bahaar-e-nau hai nasheman ki KHair ho uTTha hai kyun chaman men dhuan raushni ke sath...
- Khaali hath nikal ghar se zad-e-safar hushyari rakh...
- kuchh to apni KHabar mile mujhko mere bare men kuchh kaha karna...
- kya guzarti hai mere baad us par aaj main us se bichhaD kar dekhun...
Very sad urdu poetry images facebook Manta He Nahi Dil Tumhe Bhoolne Ko
Very sad urdu poetry images facebook Manta He Nahi Dil Tumhe Bhoolne Ko |
- subh hoti hai sham hoti hai umr yunhi tamam hoti hai...
- taDapti dekhta hun jab koi shai uTha leta hun apna dil samajh kar...
- KHabar bhi hai tujhe is daftar-e-mohabbat ko jalane jalne men kya kya zamane lagte hain...
- meri barhana pusht thi koDon se sabz o surKH gore badan pe uske bhi nila nishan tha...
- meri duniya isi duniya men kahin rahti hai warna ye duniya kahan husn-e-talab thi mera...
- tah kar chuke bisat-e-gham-o-fikr-e-rozgar tab KHanqah-e-ishq-o-mohabbat men aae hain...
- tumhaari zat hawala hai surKH-rui ka tumhaare zikr ko sab shart-e-fan banate hain...
- aaine se nazar churaate hain jab se apna jawab dekha hai...
- aaj ki raat bhi guzri hai meri kal ki tarah hath aae na sitare tere aanchal ki tarah...
Best urdu very sad poetry images on facebook Pathat Mujhe Kehta Hai Mera Chahne Wala
Best urdu very sad poetry images on facebook Pathat Mujhe Kehta Hai Mera Chahne Wala |
- kahan aa ke rukne the raste kahan moD tha use bhul ja wo jo mil gaya use yaad rakh jo nahin mila us...
- sae Dhalne charag jalne lage log apne gharon ko chalne lage...
- sawal ye hai ki aapas men hum milen kaise hamesha sath to chalte hain do kinare bhi...
- uske lahje men barf thi lekin chhu ke dekha to hath jalne lage...
- usne aahista se jab pukara mujhe jhuk ke takne laga har sitara mujhe...
- wo tere nasib ki barishen kisi aur chhat pe baras gain dil-e-muntazir meri baat sun use bhul ja use...
- ye jo hasil hamen har shai ki farawani hai ye bhi to apni jagah ek pareshani hai...
- dil dhaDakta hai shab-e-gham men kahin aisa na ho marg ban kar bhi mizaj-e-yar tarsae mujhe...
- humne pala muddaton pahlu men hum koi nahin tumne dekha ek nazar se dil tumhaara ho gaya...
- naseh KHata muaf sunen kya bahaar men hum iKHtiyar men hain na dil iKHtiyar men...
Best urdu poetry images websites Taras Gaye Hum Kuch Sunnay Ko Tere Laab Se
Best urdu poetry images websites Taras Gaye Hum Kuch Sunnay Ko Tere Laab Se |
- ada hua na kabhi mujhse ek sajda-e-shukr main kis zaban se karunga shikayaten teri...
- koi purana KHat kuchh bhuli-bisri yaad zaKHmon par wo lamhe marham hote hain...
- sar-e-rah mil ke bichhaD gae tha bas ek pal ka wo hadsa mere sehn-e-dil men muqim hai wahi ek lamha...
- yak-ba-yak jaan se guzarna to hai aasan anjum qatra qatra kai qiston men pighal kar dekhen...
- baDe sukun se Dube the Dubne wale jo sahilon pe khaDe the bahut pukare bhi...
- hamen hamari anaen tabah kar dengi mukalme ka agar silsila nahin karte...
Best urdu poetry with images facebook Meri Ghurbat Ko Dekh Kar Rasta Na Badal Lena
Best urdu poetry with images facebook Meri Ghurbat Ko Dekh Kar Rasta Na Badal Lena |
- tum akele men mile hi nahin warna tumko aur hi tarah ke ek shaKHs se milwata main...
- udasi khinch lai hai yahan tak main aansu tha samundar men paDa hun...
- us KHuda ki talash hai anjum jo KHuda ho ke aadmi sa lage...
- uThae phirta raha main bahut mohabbat ko phir ek din yunhi socha ye kya musibat hai...
- wo ek din jaane kis ko yaad kar ke mere sine se lag ke ro paDa tha...
- ye bhi aaghaz-e-mohabbat men bahut hai mujhko dekhta leta hun use hath laga leta hun...
- ye mohabbat ka jo ambar paDa hai mujh men is liye hai ki mera yar paDa hai mujh men...
- zamin hanpne lagti hai ek jagah ruk kar main us ka hath baTata hun raqs karta hun...
Best urdu poetry with images 2016 Ansoo Ke Sagar Mai Tamam Raat Guzaar Di Rotay Howe
Best urdu poetry with images 2016 Ansoo Ke Sagar Mai Tamam Raat Guzaar Di Rotay Howe |
- patthar men kaun jonk lagaega mere dost dil hai to mubtala bhi kahin hona chahiye...
- purana zahr nae nam se mila hai mujhe wo aastin nahin kenchuli badal raha tha...
- raushni bhi nahin hawa bhi nahin man ka nemul-badal KHuda bhi nahin...
- sabhi darwaze khule hain meri tanhai ke sari duniya ko mayassar hai rifaqat meri...
- sath barish men liye phirte ho usko anjum tumne is shahr men kya aag lagani hai koi...
- shab-e-jamal salamat rahen tere pari-zad jinhen main KHwab sunata hun raqs karta hun...
- tere andar ki udasi ke mushabah hun main Khaal-o-KHad se nahin aawaz se pahchan mujhe...
- Thik se yaad bhi nahin ab to ishq ne mujh men kab qayam kiya...
- tu mere sabr ka andaza laga sakta hai teri sohbat men tera hijr guzara hai miyan...
- tujhse ye kaisa talluq hai jise jab chahun KHatm kar deta hun aaghaz bhi kar leta hun...
Best urdu poetry with images download Mumkin Nahi Kisi Ko Samaj Paana Samjay Bina
Best urdu poetry with images download Mumkin Nahi Kisi Ko Samaj Paana Samjay Bina |
- main KHud se mil ke kabhi saf saf kah dunga mujhe pasand nahin hai mudaKHalat apni...
- main sab ka sab mohabbat ke liye hun so la-mahdud muddat ke liye hun...
- man ki dua na bap ki shafqat ka saya hai aaj apne sath apna janam din manaya hai...
- mazarat raunde hue phulon se kar lun to chalun muntazir shahr men taKHir se aaya hua main...
- mere chehre pe hain aanhken mere sine men hai dil is liye teri hifazat nahin kar sakta main...
- meri miTTi se bahut KHush hain mere kuza-gar waisa ban jata hun main jaisa banate hain mujhe...
- miT ke aasuda ho gaya hun main KHak men KHak-zad mil gaya hai...
- mujhe pata hai ki barbaad ho chuka hun main tu mera sog mana mujhko sogwar na kar...
- mujhse Khaali hai mera aaina aansuon se bhara hua hun main...
Best urdu poetry with images 2016 Hansi Ko Apni Sunkay Aik Baat Mai Bhi Chonk Utha
Best urdu poetry with images 2016 Hansi Ko Apni Sunkay Aik Baat Mai Bhi Chonk Utha |
- kisi tarah se main Tal jaun apni marzi se so bar bar irada badal ke dekhta hun...
- kisi tarah se nazar mutmain nahin hoti har ek shai ko dobara badal ke dekhta hun...
- kuchh to khinchi khinchi si thi saat visal ki kuchh yun bhi fasle pe mujhe rakh diya gaya...
- main aaj KHud se mulaqat karne wala hun jahan men koi bhi mere siwa na rah jae...
- main andhere men hun magar mujh men raushni ne jagah bana li hai...
- main chiKHta raha kuchh aur bhi hai mera ilaj magar ye log tumhaara hi nam lete rahe...
- main dil-e-girafta tujhe gungunata rahta hun bahut dinon se mere yar zer-e-lab hai tu...
- main ek ek tamanna se puchh baiTha hun mujhe yaqin nahin aata ki mera sab hai tu...
- main jis charagh se baiTha tha lau lagae hue pata chala wo andhere men rakh raha tha mujhe...
Best urdu short poetry images Tum Ko Uljha Kar Kuch Sawalon Main
Best urdu short poetry images Tum Ko Uljha Kar Kuch Sawalon Main |
- jast bharta hua farda ke dahane ki taraf ja nikalta hun kisi guzre zamane ki taraf...
- kahne sunne ke liye aur bacha hi kya hai so mere dost ijazat mujhe ruKHsat kiya jae...
- kaho hawa se ki itni charagh-pa na phire main KHud hi apne diye ko bujhane wala hun...
- kaisi hoti hain udasi ki jaDen aa dikhaun tujhe dil ke reshe...
- KHud tak meri rasai nahin ho rahi abhi hairat hai us taraf bhi nahin hun jidhar main hun...
- khuli hui hai jo koi aasan rah mujh par main us se haT ke ek aur rasta bana raha hun...
- KHwab sharminda-e-visal hua hijr men nind aa gai thi mujhe...
- kis shafqat men gundhe hue maula man bap diye kaisi pyari ruhon ko meri aulad kiya...
- kis zamane men mujhko bhej diya mujhse to rae bhi na chahi meri...
Subscribe to:
Posts (Atom)