Wednesday 18 November 2015

Best urdu sad poetry of life Kisi Ki Yaad Mere Aas Paas Rehti Hai

Best urdu sad poetry of life Kisi Ki Yaad Mere Aas Paas Rehti Hai
Best urdu sad poetry of life Kisi Ki Yaad Mere Aas Paas Rehti Hai



  • tujhse to kuchh kalam nahin lekin ai nadim mera salam kahiyo agar nama-bar mile...
  • tum jaano tumko ghair se jo rasm-o-rah ho mujhko bhi puchhte raho to kya gunah ho...
  • tum salamat raho hazar baras har baras ke hon din pachas hazar...
  • udhar wo bad-gumani hai idhar ye na-tawani hai na puchha jae hai us se na bola jae hai mujhse...
  • ug raha hai dar-o-diwar se sabza ghaalib hum bayaban men hain aur ghar men bahaar aai hai...
  • un ke dekhe se jo aa jati hai munh par raunaq wo samajhte hain ki bimar ka haal achchha hai...
  • us anjuman-e-naz ki kya baat hai ghaalib hum bhi gae wan aur teri taqdir ko ro aae...
  • us lab se mil hi jaega bosa kabhi to han shauq-e-fuzul jurat-e-rindana chahiye...
  • wada aane ka wafa kije ye kya andaz hai tumne kyun saunpi hai mere ghar ki darbani mujhe...
  • wafa kaisi kahan ka ishq jab sar phoDna Thahra to phir ai sang-dil tera hi sang-e-astan kyun ho...
  • wafa-dari ba-shart-e-ustuwari asl iman hai mare but-KHane men to kabe men gaDo birhman ko...

No comments:

Post a Comment