Wednesday 18 November 2015

Best urdu sad poetry of 2 lines Na Shikayatain Na Gila Karay Koi Aisa Shakhs Bhi Howa

Best urdu sad poetry of 2 lines Na Shikayatain Na Gila Karay Koi Aisa Shakhs Bhi Howa
Best urdu sad poetry of 2 lines Na Shikayatain Na Gila Karay Koi Aisa Shakhs Bhi Howa



  • sar pa-e-KHum pe chahiye hangam-e-be-KHudi ru su-e-qibla waqt-e-munajat chahiye...
  • sataish-gar hai zahid is qadar jis bagh-e-rizwan ka wo ek gul-dasta hai hum be-KHudon ke taq-e-nisy...
  • sau bar band-e-ishq se aazad hum hue par kya karen ki dil hi adu hai faragh ka...
  • shahid-e-hasti-e-mutlaq ki kamar hai aalam log kahte hain ki hai par hamen manzur nahin...
  • sher ghaalib ka nahin wahi ye taslim magar ba-KHuda tum hi bata do nahin lagta ilham...
  • shoridgi ke hath se hai sar wabaal-e-dosh sahra men ai KHuda koi diwar bhi nahin...
  • sikhe hain mah-ruKHon ke liye hum musawwari taqrib kuchh to bahr-e-mulaqat chahiye...
  • sohbat men ghair ki na paDi ho kahin ye KHu dene laga hai bosa baghair iltija kiye...
  • sunte hain jo bahisht ki tarif sab durust lekin KHuda kare wo teri jalwa-gah ho...
  • ta phir na intizar men nind aae umr bhar aane ka ahd kar gae aae jo KHwab men...
  • ta phir na intizar men nind aae umr bhar aane ka ahd kar gae aae jo KHwab men...

No comments:

Post a Comment