Sunday 29 November 2015

Wada jhuTa kar liya chaliye tasalli ho gai hai zara si baat KHush karna dil-e-nashad ka






  • Wada jhuTa kar liya chaliye tasalli ho gai hai zara si baat KHush karna dil-e-nashad ka...
  • waqt aane par bata denge tujhe ai aasman hum abhi se kya bataen kya hamare dil men hai...
  • ya rahen ismen apne ghar ki tarah ya mere dil men aap ghar na karen...
  • ye to nahin ki tum sa jahan men hasin nahin is dil ko kya karun ye bahalta kahin nahin...
  • yun mere sath dafn dil-e-be-qarar ho chhoTa sa ek mazar ke andar mazar ho...
  • yun tasalli de rahe hain hum dil-e-bimar ko jis tarah thame koi girti hui diwar ko...
  • zabt bhi sabr bhi imkan men sab kuchh hai magar pahle kam-baKHt mera dil to mera dil ho jae...



No comments:

Post a Comment