Sunday, 29 November 2015

Kuch aur mangna mere mashrab men kufr hai la apna hath de mere dast-e-sawal men






  • kuch aur mangna mere mashrab men kufr hai la apna hath de mere dast-e-sawal men...
  • kuch is ada se aapne puchha mera mizaj kahna paDa ki shukr hai parwardigar ka...
  • kuch kaTi himmat-e-sawal men umr kuchh umid-e-jawab men guzri...
  • kuch khel nahin hai ishq karna ye zindagi bhar ka rat-jaga hai...
  • kuch log to KHilaf hon hasid koi to ho kya lutf sidhi sadi mohabbat men aaega...
  • kya husn ne samjha hai kya ishq ne jaana hai hum KHak-nashinon ki Thokar men zamana hai...
  • laila hai na majnun hai na shirin hai na farhad ab rah gae hain aashiq o mashuq men hum aap...
  • logon ka ehsan hai mujh par aur tera main shukr-guzar tir-e-nazar se tumne mara lash uThai logon ne...
  • main ek bar zahr bhi pi lunga shauq se qiston men zahr pine ki zahmat magar na de...
  • maine uske samne pahle to KHanjar rakh diya phir kaleja rakh diya dil rakh diya sar rakh diya...



No comments:

Post a Comment