Sunday 22 November 2015

Best urdu poetry images Meri Nakamiyun Par Tum Zara Tashweesh Mat Karna

Best urdu poetry images Meri Nakamiyun Par Tum Zara Tashweesh Mat Karna
Best urdu poetry images Meri Nakamiyun Par Tum Zara Tashweesh Mat Karna



  • log jis haal men marne ki dua karte hain maine us haal men jine ki qasam khai hai...
  • main kya jaanun gharon ka haal kya hai main sari zindagi bahar raha hun...
  • maine kyun tark-e-talluq ki jasarat ki hai tum agar ghaur karoge to pashiman hoge...
  • mere ghar men to koi bhi nahin hai KHuda jaane main kis se Dar raha hun...
  • mere junun ka natija zarur niklega isi siyah samundar se nur niklega...
  • mere paDos men aise bhi log baste hain jo mujh men DhunD rahe hain buraiyan apni...
  • muztarib hain maujen kyun uTh rahe hain tufan kyun kya kisi safine ko aarzu-e-sahil hai...
  • puchha hai ghair se mere haal-e-tabah ko izhaar-e-dosti bhi kiya dushmani ke sath...
  • qatl ho to mera sa maut ho to meri si mere sogwaron men aaj mera qatil hai...
  • subh tak main sochta hun sham se ji raha hai kaun mere nam se...
  • suna hai ab bhi mere hath ki lakiron men najumiyon ko muqaddar dikhai deta hai...

No comments:

Post a Comment