Sunday, 29 November 2015

Bagh men lagta nahin sahra se ghabraata hai dil ab kahan le ja ki baiThen aise diwane ko






  • Bagh men lagta nahin sahra se ghabraata hai dil ab kahan le ja ki baiThen aise diwane ko hum...
  • betabiyan sameT ke sare jahan ki jab kuchh na ban saka to mera dil bana diya...
  • bujh rahe hain charagh-e-dair-o-haram dil jalao ki raushni kam hai...
  • but-KHana toD Daliye masjid ko Dhaiye dil ko na toDiye ye KHuda ka maqam hai...
  • buton men koi bhalai bhi hai siwae sitam bura ho tera dil-e-na-saza kidhar aaya...
  • dagh-e-dil se bhi raushni na mili ye diya bhi jala ke dekh liya...
  • dam-e-har-mauj men hai halqa-e-sad-kaam-e-nahang dekhen kya guzre hai qatre pe guhar hote tak...
  • dekh to dil ki jaan se uThta hai ye dhuan sa kahan se uThta hai...



No comments:

Post a Comment