Sunday, 29 November 2015

Dekha mujhe to tark-e-talluq ke bawajud wo muskura diya ye hunar bhi usi ka tha






  • Dekha mujhe to tark-e-talluq ke bawajud wo muskura diya ye hunar bhi usi ka tha...
  • dil agar dil hai to wabasta-e-gham bhi hoga nikhat-e-gul bhi kahin gul se juda rahti hai...
  • dil de to is mizaj ka parwardigar de jo ranj ki ghaDi bhi KHushi se guzar de...
  • dil dhaDakta hai shab-e-gham men kahin aisa na ho marg ban kar bhi mizaj-e-yar tarsae mujhe...
  • dil diya jis ne kisi ko wo hua sahib-e-dil hath aa jati hai kho dene se daulat dil ki...
  • dil gawara nahin karta hai shikast-e-ummid har taghaful pe nawazish ka guman hota hai...
  • dil gaya raunaq-e-hayat gai gham gaya sari kaenat gai...



No comments:

Post a Comment