Friday 20 November 2015

Best urdu poetry romantic love sms Jism Ki Pooja Ko Mohabbat Kehta Hai Aaj Ka Falsafa

Best urdu poetry romantic love sms Jism Ki Pooja Ko Mohabbat Kehta Hai Aaj Ka Falsafa
Best urdu poetry romantic love sms Jism Ki Pooja Ko Mohabbat Kehta Hai Aaj Ka Falsafa



  • maut hi insan ki dushman nahin zindagi bhi jaan le kar jaegi...
  • na nasheman hai na hai shaKH-e-nasheman baqi lutf jab hai ki kare ab koi barbaad mujhe...
  • pi lenge zara shaiKH to kuchh garm rahenge ThanDa na kahin kar den ye jannat ki hawaen...
  • saqi meri KHamosh-mizaji ki laj rakh iqrar gar nahin hai to inkar bhi nahin...
  • tauba tauba ye bala-KHez jawani tauba dekh kar us but-e-kafir ko KHuda yaad aaya...
  • teri duniya ko ai waiz meri duniya se kya nisbat teri duniya men taqdiren meri duniya men tadbiren...
  • wo sahra jis men kaT jate hain din yaad-e-bahaaran se ba-alfaz-e-digar usko chaman kahna hi paDta h...
  • abhi to maine faqat barishon ko jhela hai ab is ke baad samundar bhi dekhna hai mujhe...
  • ajab tha nashsha-e-waraftagi-e-wasl use wo taza-dam raha mujhko niDhaal kar ke bhi...
  • apne hi pairon se apna-ap raund apni hasti ko miTa kar raqs kar...
  • bana raha hun abhi ghar ko aaina-KHana phir apne hath men patthar bhi dekhna hai mujhe...

No comments:

Post a Comment