Sunday 29 November 2015

Dost ban kar bhi nahin sath nibhane wala wahi andaz hai zalim ka zamane wala





  • Dost ban kar bhi nahin sath nibhane wala wahi andaz hai zalim ka zamane wala...
  • doston se is qadar sadme uThae jaan par dil se dushman ki adawat ka gila jata raha...
  • ehsan aisa talKH jawab-e-wafa mila hum is ke baad phir koi arman na kar sake...
  • ehsan apna koi bure waqt ka nahin ahbab bewafa hain KHuda be-niyaz hai...
  • ek muddat men parakhne ka shuur aata hai bewafa kah dun unhen pahli nazar men kaise...
  • fareb khane ko pesha bana liya humne jab ek bar wafa ka fareb kha baiThe...
  • fasla nazron ka dhoka bhi to ho sakta hai wo mile ya na mile hath baDha kar dekho...
  • fasle aise bhi honge ye kabhi socha na tha samne baiTha tha mere aur wo mera na tha...
  • gila likhun main agar teri bewafai ka lahu men gharq safina ho aashnai ka...
  • gin raha hun harf un ke ahd ke mujhko dhoka de rahi hai yaad kya...


No comments:

Post a Comment