Friday 20 November 2015

Best urdu shayari sms on love Waqat Ne Badal Diya Logo Ka Mayaare Zooq

Best urdu shayari sms on love Waqat Ne Badal Diya Logo Ka Mayaare Zooq
Best urdu shayari sms on love Waqat Ne Badal Diya Logo Ka Mayaare Zooq



  • chhuT jae agar daman-e-kaunain to kya gham lekin na chhuTe hath se daman-e-mohammad...
  • dastan unki adaon ki hai rangin lekin ismen kuchh KHun-e-tamanna bhi hai shamil apna...
  • ek ada ek hijab ek shoKHi nichi nazron men kya nahin hota...
  • ek aisi bhi tajalli aaj mai-KHane men hai lutf pine men nahin hai balki kho jaane men hai...
  • hum is nigah-e-naz ko samjhe the neshtar tumne to muskura ke rag-e-jaan bana diya...
  • jina bhi aa gaya mujhe marna bhi aa gaya pahchanne laga hun tumhaari nazar ko main...
  • kya mastiyan chaman men hain josh-e-bahaar se har shaKH-e-gul hai hath men saghar liye hue...
  • log marte bhi hain jite bhi hain betab bhi hain kaun sa sehr teri chashm-e-inayat men nahin...
  • mail-e-sher-o-ghazal phir hai tabiat asghar abhi kuchh aur muqaddar men hai ruswa hona...
  • main kaamyab-e-did bhi mahrum-e-did bhi jalwaon ke azhdaham ne hairan bana diya...

No comments:

Post a Comment