Sunday, 29 November 2015

Barson se kan par hai qalam is umid par likhwae mujhse KHat mere KHat ke jawab men






  • barson se kan par hai qalam is umid par likhwae mujhse KHat mere KHat ke jawab men...
  • be-talluq tere aage se guzar jata hai ye bhi ek husn-e-talab hai tere diwane ka...
  • bhanp hi lenge ishaara sar-e-mahfil jo kiya taDne wale qayamat ki nazar rakhte hain...
  • bhari bazm men raaz ki baat kah di baDa be-adab hun saza chahta hun...
  • bhej di taswir apni un ko ye likh kar shakil aap ki marzi hai chahe jis nazar se dekhiye...
  • bulbul ghazal-sarai aage hamare mat kar sab humse sikhte hain andaz guftugu ka...
  • bura mat man itna hausla achchha nahin lagta ye uThte baiThte zikr-e-wafa achchha nahin lagta...
  • chahte hain KHub-ruon ko asad aap ki surat to dekha chahiye...



No comments:

Post a Comment