Wednesday, 18 November 2015

Best urdu poetry on sad love Ansoo Palkon Se Chot Jatay Hain Jab Dil Ke Sahare

Best urdu poetry on sad love Ansoo Palkon Se Chot Jatay Hain Jab Dil Ke Sahare
Best urdu poetry on sad love Ansoo Palkon Se Chot Jatay Hain Jab Dil Ke Sahare



  • wa-hasrata ki yar ne khincha sitam se hath hum ko haris-e-lazzat-e-azar dekh kar...
  • waiz na tum piyo na kisi ko pila sako kya baat hai tumhaari sharab-e-tuhur ki...
  • widaa o wasl men hain lazzaten judagana hazar bar tu ja sad-hazar bar aa ja...
  • wo aae ghar men hamare KHuda ki qudarat hai kabhi hum un ko kabhi apne ghar ko dekhte hain...
  • wo chiz jis ke liye hum ko ho bahisht aziz siwae baada-e-gulfam-e-mushk-bu kya hai...
  • ya rab hamen to KHwab men bhi mat dikhaiyo ye mahshar-e-KHayal ki duniya kahen jise...
  • yahi hai aazmana to satana kis ko kahte hain adu ke ho liye jab tum to mera imtihan kyun ho...
  • ya-rab wo na samjhe hain na samjhenge meri baat de aur dil un ko jo na de mujhko zaban aur...
  • ya-rab zamana mujhko miTata hai kis liye lauh-e-jahan pe harf-e-mukarrar nahin hun main...
  • ye fitna aadmi ki KHana-virani ko kya kam hai hue tum dost jis ke dushman us ka aasman kyun ho...

No comments:

Post a Comment