Sunday 29 November 2015

Hum ko un se wafa ki hai ummid jo nahin jaante wafa kya hai





  • Hum ko un se wafa ki hai ummid jo nahin jaante wafa kya hai...
  • humne be-intiha wafa kar ke be-wafaon se intiqam liya...
  • is tarah KHush hun kisi ke wada-e-farda pe main dar-haqiqat jaise mujhko etibar aa hi gaya...
  • ishq men sachcha tha wo meri tarah bewafa to aazmane se hua...
  • jao bhi kya karoge mehr-o-wafa bar-ha aazma ke dekh liya...
  • jo mila usne bewafai ki kuchh ajab rang hai zamane ka...
  • jo saza dije hai baja mujhko tujhse karni na thi wafa mujhko...
  • kaam aa sakin na apni wafaen to kya karen us bewafa ko bhul na jaen to kya karen...
  • kabhi humse kabhi ghairon se shanasai hai baat kahne ki nahin tu bhi to harjai hai...


No comments:

Post a Comment