Sunday 29 November 2015

Aaj wan tegh o kafan bandhe hue jata hun main uzr mere qatl karne






  • aaj wan tegh o kafan bandhe hue jata hun main uzr mere qatl karne men wo ab lawenge kya...
  • aap pachhtaen nahin jaur se tauba na karen aap ke sar ki qasam dagh ka haal achchha hai...
  • aap se hum ko ranj hi kaisa muskura dijiye safai se...
  • aashiq hun pe mashuq-farebi hai mera kaam majnun ko bura kahti hai laila mere aage...
  • aashiqi men bahut zaruri hai bewafai kabhi kabhi karna...
  • aashiqi sabr-talab aur tamanna be-tab dil ka kya rang karun KHun-e-jigar hote tak...
  • aashiqi se milega ai zahid bandagi se KHuda nahin milta...



No comments:

Post a Comment