Sunday, 29 November 2015

Mujhe dushman se apne ishq sa hai main tanha aadmi ki dosti hun






  • Mujhe dushman se apne ishq sa hai main tanha aadmi ki dosti hun...
  • na aaya hamen ishq karna na aaya mare umr-bhar aur marna na aaya...
  • nasib se kahin marna kisi pe hota hai maza jo ismen hai wo umr-e-jawedan men nahin...
  • na-tawani ka bhi ehsan hai meri gardan par ki tere panw se sar mujhko uThane na diya...
  • nazar lage na kahin un ke dast o bazu ko ye log kyun mere zaKHm-e-jigar ko dekhte hain...
  • paun to in hasinon ka munh chum lun riyaz aaj inki galiyon ne baDa hi maza diya...
  • phir baalon men raat hui phir hathon men chand khila...
  • ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa aa phir se mujhe chhoD ke jaane ke liye aa...
  • rasta rok ke kah lunga jo kahna hai mujhe kya miloge na kabhi rah men aate jate...



No comments:

Post a Comment