Wednesday 18 November 2015

Best urdu poetry sad judai Jurame Suqraat Se Hat Kar Na Saza Do Humko

Best urdu poetry sad judai Jurame Suqraat Se Hat Kar Na Saza Do Humko
Best urdu poetry sad judai Jurame Suqraat Se Hat Kar Na Saza Do Humko



  • dusra koi tamasha na tha zalim ke pas wahi talwar thi uski wahi sar tha mera...
  • ek din dariya makanon men ghusa aur diwaren uTha kar le gaya...
  • ek ek lafz se mani ki kiran phuTti hai raushni men paDha jata hai sahifa mera...
  • garmiyon bhar mere kamre men paDa rahta hai dekh kar ruKH mujhe suraj ka ye ghar lena tha...
  • ham-sari unki jo karna chahe usko suli par chaDha dete hain...
  • har ek sans mujhe khinchti hai uski taraf ye kaun mere liye be-qarar rahta hai...
  • hisar-e-jism mera toD-phoD Dalega zarur koi mujhe qaid se chhuDa lega...
  • husn-e-amal men barkaten hoti hain be-shumar patthar bhi toDiye to saliqe se toDiye...
  • jaise koi kaT raha hai jal mera jaise uDne wala koi parinda hai...
  • jhankta bhi nahin suraj mere ghar ke andar band bhi koi daricha nahin rahne deta...

No comments:

Post a Comment