Happy New Year 2016 Humare Maa Wa Saal Badalte Rehtay Hain Lekin Amaal Nahi |
Thursday, 31 December 2015
Happy New Year 2016 Humare Maa Wa Saal Badalte Rehtay Hain Lekin Amaal Nahi
Happy New Year 2016 Urdu Poetry A Kaash Ye Naya Saal Khushiyun Ki Naveed Laaye
Happy New Year 2016 Urdu Poetry A Kaash Ye Naya Saal Khushiyun Ki Naveed Laaye |
- mohabbat ek dam dukh ka mudawa kar nahin deti ye titli baiThti hai zaKHm par aahista aahista...
- na KHwab hi se jagaya na intizar kiya hum is dafa bhi chale aae chum kar usko...
- nihaal-e-dard ye din tujh pe kyun utarta nahin ye nil-kanTh kahin tujhse bad-guman hi na ho...
- pahle to hum chhan aae KHak sare shahr ki tab kahin ja kar khula us ka makan hai samne...
- pas-e-ghubar bhi uDta ghubar apna tha tere bahane hamen intizar apna tha...
- phir is ke baad ye bazar-e-dil nahin lagna KHarid lijiye sahib ghulam aaKHiri hai...
- raat kamre men na tha mere alawa koi maine is KHauf se KHanjar na sirhane rakkha...
- raat ko jab yaad aae teri KHushbu-e-qaba tere qisse chheDte hain raat ki rani se hum...
- shab ki shab koi na sharminda-e-ruKHsat Thahre jaane walon ke liye shamen bujha di jaen...
- sun raha hun abhi tak main apni hi aawaz ki bazgasht yani is dasht men zor se bolna bhi akarat gaya...
Happy New Year 2016 Urdu Poetry Atay Howe Kuch Aur Tha Jatay Ho Kuch Aur
Happy New Year 2016 Urdu Poetry Atay Howe Kuch Aur Tha Jatay Ho Kuch Aur |
- jhonke ke sath chhat gai dastak ke sath dar gaya taza hawa ke shauq men mera to sara ghar gaya...
- KHub itna tha ki diwar pakaD kar nikla us se milne ke liye surat-e-saya gaya main...
- kuchh to apni gardanen kaj hain hawa ke zor se aur kuchh apni tabiat men asar miTTi ka hai...
- main apne aap men gahra utar gaya shayad mere safar se alag ho gai rawani meri...
- main hun is shahr men taKHir se aaya hua shaKHs mujhko ek aur zamane men baDi der lagi...
- main jis sukun se baiTha hun is kinare par sukun se lagta hai mera qayam aaKHiri hai...
- makin jab nind ke sae men sustane lagen tabish safar karte hain basti ke makan aahista aahista...
- mera ranj-e-mustaqil bhi jaise kam sa ho gaya main kisi ko yaad kar ke taza-dam sa ho gaya...
- mere sine se zara kan laga kar dekho sans chalti hai ki zanjir-zani hoti hai...
- milti nahin hai naw to darwesh ki tarah KHud men utar ke par utar jaana chahiye...
Happy New Year 2016 Urdu Poetry Ye Saal Bhi Guzra Hai Tere Pyaar Ki Maanind
Happy New Year 2016 Urdu Poetry Ye Saal Bhi Guzra Hai Tere Pyaar Ki Maanind |
- faqat mal-o-zar-e-diwar-o-dar achchha nahin lagta jahan bachche nahin hote wo ghar achchha nahin la...
- ghar pahunchta hai koi aur hamare jaisa hum tere shahr se jate hue mar jate hain...
- hamare jaise wahan kis shumar men honge ki jis qatar men majnun ka nam aaKHiri hai...
- hamen to is liye ja-e-namaz chahiye hai ki hum wajud se bahar qayam karte hain...
- hijr ko hausla aur wasl ko fursat darkar ek mohabbat ke liye ek jawani kam hai...
- hum hain sukhe hue talab pe baiThe hue hans jo talluq ko nibhate hue mar jate hain...
- hum juDe rahte the aabaad makanon ki tarah ab ye baaten hamen lagti hain fasanon ki tarah...
- iltijaen kar ke mangi thi mohabbat ki kasak be-dili ne gham-e-nayab wapas kar diya...
- is ka matlab hai yahan ab koi aaega zarur dam nikalna chahta hai KHair-maqdam ke liye...
- ishq kar ke bhi khul nahin paya tera mera muamla kya hai...
Urdu Poetry 2016 Jis Dil Mai Basa Tha Naam Tera Wo Dil He Humne Torr Diya
Urdu Poetry 2016 Jis Dil Mai Basa Tha Naam Tera Wo Dil He Humne Torr Diya |
- aankhon tak aa saki na kabhi aansuon ki lahr ye qafila bhi naql-e-makani men kho gaya...
- abhi to ghar men na baiThen kaho buzurgon se abhi to shahr ke bachche salam karte hain...
- agar yunhi mujhe rakkha gaya akele men baramad aur koi is makan se hoga...
- baiThe rahne se to lau dete nahin ye jism o jaan jugnuon ki chaal chaliye raushni ban jaiye...
- bas ek moD meri zindagi men aaya tha phir is ke baad ulajhti gai kahani meri...
- bolta hun to mere honT jhulas jate hain usko ye baat batane men baDi der lagi...
- de ise bhi farogh-e-husn ki bhik dil bhi lag kar qatar men aaya...
- ek mohabbat hi pe mauquf nahin hai tabish kuchh baDe faisle ho jate hain nadani men...
- ek muddat se meri man nahin soi tabish maine ek bar kaha tha mujhe Dar lagta hai...
Urdu Poetry 2016 Meri Chahat Ne Tumhe Sar Par Charra Rakha Hai
Urdu Poetry 2016 Meri Chahat Ne Tumhe Sar Par Charra Rakha Hai |
- bala-e-jaan thi jo bazm-e-tamasha chhoD di maine KHusha ai zindagi KHwabon ki duniya chhoD di maine...
- barq se khelne tufan pe hansne wale aise Dube tere gham men ki ubhar bhi na sake...
- gham-e-habib nahin kuchh gham-e-jahan se alag ye ahl-e-dard ne kya masale uThae hain...
- hamen tanhaiyon men tu to kya kya yaad aata hai magar sach pochhiye to ek chehra yaad aata hai...
- hindu se pochhiye na musalman se puchhiye insaniyat ka gham kisi insan se puchhiye...
- hosh-mandi se jahan baat na banti ho sahar kaam aise men bahut be-KHabari aati hai...
- ishq ke mazmun the jin men wo risale kya hue ai kitab-e-zindagi tere hawale kya hue...
- ishq ko husn ke atwar se kya nisbat hai wo hamen bhul gae hum to unhen yaad karen...
- marzi KHuda ki kya hai koi jaanta nahin kya chahti hai KHalq-e-KHuda humse puchhiye...
- sahar ab hoga mera zikr bhi raushan-dimaghon men mohabbat nam ki ek rasm-e-beja chhoD di maine...
- takmil-e-arzu se bhi hota hai gham kabhi aisi dua na mang jise bad-dua kahen...
Urdu Poetry 2016 Ghalat Fehmi Ne Batoon Ko Badha Dala Yunhe Warna
Urdu Poetry 2016 Ghalat Fehmi Ne Batoon Ko Badha Dala Yunhe Warna |
- tum nazar kyun churae jate ho jab tumhen hum salam karte hain...
- tum yun siyah-chashm ai sajan mukhDe ke jhumkon se hue KHurshid nin garmi giri tab to hiran kala hu...
- tumhaare dekhne ke waste marte hain hum khal sin KHuda ke waste hum sin milo aakar kisi chhal sin...
- tumhaare dil men kya na-mehrbani aa gai zalim ki yun phenka juda mujhse phaDakti machhli ko jal sin...
- tumhaare log kahte hain kamar hai kahan hai kis tarah ki hai kidhar hai...
- tumhaari dekh kar ye KHush-KHirami aab-raftari gaya hai bhul hairat sin piya pani ke tain bahna...
- us waqt jaan pyare hum paote hain ji sa lagta hai jab badan se taire badan hamara...
- wasl ki arz ka jab waqt kabhi pata hun ja hain KHamoshi sin tab lab mere aapas men mil...
- yaro hamara haal sajan sin bayan karo aisi tarah karo ki use mehrban karo...
- yun aabru banawe dil men hazar baaten jab ru-ba-ru ho tere guftar bhul jawe...
- tum nazar kyun churae jate ho jab tumhen hum salam karte hain...
- tum yun siyah-chashm ai sajan mukhDe ke jhumkon se hue KHurshid nin garmi giri tab to hiran kala hu...
- tumhaare dekhne ke waste marte hain hum khal sin KHuda ke waste hum sin milo aakar kisi chhal sin...
- tumhaare dil men kya na-mehrbani aa gai zalim ki yun phenka juda mujhse phaDakti machhli ko jal sin...
- tumhaare log kahte hain kamar hai kahan hai kis tarah ki hai kidhar hai...
- tumhaari dekh kar ye KHush-KHirami aab-raftari gaya hai bhul hairat sin piya pani ke tain bahna...
- us waqt jaan pyare hum paote hain ji sa lagta hai jab badan se taire badan hamara...
- wasl ki arz ka jab waqt kabhi pata hun ja hain KHamoshi sin tab lab mere aapas men mil...
- yaro hamara haal sajan sin bayan karo aisi tarah karo ki use mehrban karo...
- yun aabru banawe dil men hazar baaten jab ru-ba-ru ho tere guftar bhul jawe...
Urdu Poetry 2016 Palat Kar Bhi Na Dekhengay Hum Ye Be Rukhi Teri
Urdu Poetry 2016 Palat Kar Bhi Na Dekhengay Hum Ye Be Rukhi Teri |
- mil gaya tha bagh men mashuq ek nak-dar sa rang o ru men phul ki manind saj men Khaar sa...
- muflisi sin ab zamane ka raha kuchh haal nain aasman charKHi ke jun phirta hai lekin mal nain...
- namkin goya kabab hain phike sharab ke bosa hai tujh laban ka maze-dar chaTpaTa...
- phirte the dasht dasht diwane kidhar gae we aashiqi ke hae zamane kidhar gae...
- pita nahin sharab kabhi be-wazu kiye qalib men mere ruh kisi parsa ki hai...
- qad sarw chashm nargis ruKH gul dahan ghuncha karta hun dekh tum kun sair-e-chaman mamola...
- qaul aabru ka tha ki na jaunga us gali ho kar ke be-qarar dekho aaj phir gaya...
- sar kun apne qadam bana kar ke ijz ki rah main nibahta hun...
- sath mere tere jo dukh tha so pyare aish tha jab sin tu bichhDa hai tab sin aish sab gham ho gaya...
- sher ko mazmun seti qadr ho hai aabru qafiya seti milaya qafiya to kya hua...
- tawaf-e-kaba-e-dil kar niyaz-o-KHaksari sin wazu darkar nain kuchh is ibaadat men tayammum kar...
Urdu Poetry 2016 Hum Zindagi Thay Humko Kisi Ne Jiyya Nahi
Urdu Poetry 2016 Hum Zindagi Thay Humko Kisi Ne Jiyya Nahi |
- jo ki bismillah kar khae taam to zarar nain go ki howe bis mila...
- kabhi be-dam Thahrawen kabhi zanjir karte hain ye na-shaer teri zulfan kun kya kya nam dharte hain...
- kam mat gino ye baKHt-siyahon ka rang-e-zard sona wahi jo howe kasauTi kasa hua...
- KHud apni aadmi ko baDi qaid-e-saKHt hai phoD aaina wa toD sikandar ki sad ke tain...
- kiya hai chaak dil tegh-e-taghaful sin tujh ankhiyon nin nigah ke rishta o sozan sun palkan ke rafu...
- kya sabab tere badan ke garm hone ka sajan aashiqon men kaun jalta tha gale kis ke laga...
- kyun malamat is qadar karte ho be-hasil hai ye lag chuka ab chhuTna mushkil hai us ka dil hai ye...
- kyun na aa kar uske sunne ko karen sab yar bhiD aabru ye reKHta tu nin kaha hai dhum ka...
- kyun teri thoDi si garmi sin pighal jawe hai jaan kya tu nen samjha hai aashiq is qadar hai mom ka...
- malum ab hua hai aa hind bich hum kun lagte hain dil-baran ke lab rang-e-pan se kya KHub...
- mil gain aapas men do nazren ek aalam ho gaya jo ki hona tha so kuchh ankhiyon men baham ho gaya...
Urdu Poetry 2016 Milengi Humko Bhi Apne Naseeb Ki Khushiyaan
Urdu Poetry 2016 Milengi Humko Bhi Apne Naseeb Ki Khushiyaan |
- diwane dil kun mere shahr sen hargiz nahin banti agar jangal ka jaana ho to uski baat sab ban ja...
- dur KHamosh baiTh rahta hun is tarah haal dil ka kahta hun...
- ek arz sab sin chhup kar karni hai hum kun tum sin raazi ho gar kaho to KHalwat men aa ke kar jaan...
- gham ke pichho rast kahte hain ki shadi howe hai hazrat-e-ramzan gae tashrif le ab id hai...
- gham se hum sukh jab hue lakDi dosti ka nihaal Dal kaT...
- gham sin ahl-e-bait ke ji to tera kuDhta nahin yun abas paDhta phira jo marsiya to kya hua...
- ho gae hain pair sare tifl-e-ashk girya ka jari hai ab lag silsila...
- hua hai hind ke sabzon ka aashiq na howen aabru ke kyun hare baKHt...
- ishq ka tir dil men laga hai dard jo howta tha bhaga hai...
- ishq ki saf manin namazi sab aabru ko imam karte hain...
- jangal ke bich wahshat ghar men jafa o kulfat ai dil bata ki tere mare hum ab kidhar jaan...
Urdu Poetry 2016 Sunehri Dhoop Se Chehra Nikhaar Leti Hoon Udasiyun Mai Bhi
Urdu Poetry 2016 Sunehri Dhoop Se Chehra Nikhaar Leti Hoon Udasiyun Mai Bhi |
- bosan laban sin dene kaha kah ke phir gaya pyala bhara sharab ka afsos gir gaya...
- bose men honT ulTa aashiq ka kaT khaya tera dahan maze sin pur hai pe hai kaTora...
- byare tere nayan kun aahu kahe jo koi wo aadmi nahin hai haiwan hai bechaara...
- dagh sin kyun na dil ujala ho chashm ki raushni siyahi hai...
- Dar KHuda sin KHub nain ye waqt-e-qatl-e-am kun subh kun khola na kar is zulf-e-KHun-asham kun...
- dikhai KHwab men di thi Tuk ek munh ki jhalak hum kun nahin taqat ankhiyon ke kholne ki ab talak hu...
- dil kab aawargi ko bhula hai KHak agar ho gaya bagula hai...
- dildar ki gali men mukarrar gae hain hum ho aae hain abhi to phir aa kar gae hain hum...
- dilli men dard-e-dil kun koi puchhta nahin mujh kun qasam hai KHwaja-qutub ke mazar ki...
Urdu Poetry 2016 Abi Tumsa Tha Koi Robaro Tumhe Yaad Humne Bohut Kiya
Urdu Poetry 2016 Abi Tumsa Tha Koi Robaro Tumhe Yaad Humne Bohut Kiya |
- aaghosh sin sajan ke haman kun kiya kanar marunga is raqib kun chhaDiyon se god god...
- aaj yaron ko mubarak ho ki subh-e-id hai rag hai mai hai chaman hai dilruba hai did hai...
- ab din hua zamana-sazi aafaq tamam dhriya hai...
- afsos hai ki baKHt hamara ulaT gaya aata to tha pe dekh ke hum kun palaT gaya...
- agar dekhe tumhaari zulf le Das ulaT jawe kaleja nagani ka...
- ai sard-mehr tujh sin KHuban jahan ke kanpe KHurshid thartharaya aur mah dekh haala...
Urdu Poetry 2016 Taruf Ke Liye Apne Yahi Ek Baat Kaafi Hai
Urdu Poetry 2016 Taruf Ke Liye Apne Yahi Ek Baat Kaafi Hai |
- main sochta hun bahut zindagi ke bare men ye zindagi bhi mujhe soch kar na rah jae...
- maqam-e-wasl to arz o sama ke bich men hai main is zamin se niklun tu aasman se nikal...
- safar ke baad bhi zauq-e-safar na rah jae KHayal o KHwab men ab ke bhi ghar na rah jae...
- shab bhar ek aawaz banai subh hui to chiKH paDe roz ka ek mamul hai ab to KHwab-zada hum logon ka...
- wo ek din jo tujhe sochne men guzra tha tamam umr usi din ki tarjumani hai...
- ye imtiyaz zaruri hai ab ibaadat men wahi dua jo nazar kar rahi hai lab bhi karen...
- ye jo hum taKHliq-e-jahan-e-nau men lage hain pagal hain dur se hum ko dekhne wale hath baTa hum lo...
Urdu Poetry 2016 Rakhna Khayal Iska Tumhara Ye Faraz Hai
Urdu Poetry 2016 Rakhna Khayal Iska Tumhara Ye Faraz Hai |
- ye unT aur kisi ke hain dasht mera hai sawar mere nahin sar-ban nahin mera...
- gham-e-dauran gham-e-jaanan ka nishan hai ki jo tha wasf-e-KHuban ba-hadis-e-digran hai ki jo tha...
- ishq ki tarz-e-takallum wahi chup hai ki jo thi lab-e-KHush-gu-e-hawas mahw-e-bayan hai ki jo tha...
- shara-o-ain ki tazir ke ba-wasf shabab lab-o-ruKHsar ki jaanib nigaran hai ki jo tha...
- ya kabhi aashiqi ka khel na khel ya agar mat ho to hath na mal...
- hamin jahan ke pichhe paDe rahen kab tak hamare pichhe kabhi ye jahan bhi paDta...
- kabhi kabhi to ye wahshat bhi hum pe guzri hai ki dil ke sath hi dekha hai Dubna shab ka...
- main choT kar to raha hun hawa ke mathe par maza to jab tha ki koi nishan bhi paDta...
Urdu Poetry 2016 Kuch Aisi Mehrabaan To Na Thi Hum Pe Zindagi
Urdu Poetry 2016 Kuch Aisi Mehrabaan To Na Thi Hum Pe Zindagi |
- har ruKH hai kahin apne KHad-o-Khaal se bahar har lafz hai kuchh apne maani se ziyaada...
- hum apni rah pakaDte hain dekhte bhi nahin ki kis Dagar pe ye KHalq-e-KHuda nikalti hai...
- hum yaqinan yahan nahin honge ghaaliban zindagi rahegi abhi...
- jis kaam men humne hath Dala wo kaam muhaal ho gaya hai...
- jo bhi yakja hai bikharta nazar aata hai mujhe jaane yun hai bhi ki aisa nazar aata hai mujhe...
- main Thaharta gaya rafta rafta aur ye dil apni rawani men raha...
- qisse se tere meri kahani se ziyaada pani men hai kya aur bhi pani se ziyaada...
- tu kahin baiTh aur hukm chala hum jo hain tera bojh Dhone ko...
- yaad bhi teri miT gai dil se aur kya rah gaya hai hone ko...
Urdu Poetry 2016 Likhnay Ko Likh Rahay Hain Ghazab Ki Kahaniyaan
Urdu Poetry 2016 Likhnay Ko Likh Rahay Hain Ghazab Ki Kahaniyaan |
- honTon pe kabhi un ke mera nam hi aae aae to sahi bar-sar-e-ilzam hi aae...
- jis ki jaanib ada nazar na uThi haal us ka bhi mere haal sa tha...
- jo charagh sare bujha chuke unhen intizar kahan raha ye sukun ka daur-e-shadid hai koi be-qarar kah...
- kanTa sa jo chubha tha wo lau de gaya hai kya ghulta hua lahu men ye KHurshid sa hai kya...
- kaTta kahan tawil tha raaton ka silsila suraj meri nigah ki sachchaiyon men tha...
- log be-mehr na hote honge wahm sa dil ko hua tha shayad...
- main aandhiyon ke pas talash-e-saba men hun tum mujhse puchhte ho mera hausla hai kya...
- tu ne mizhgan uTha ke dekha bhi shahr Khaali na tha makinon se...
Urdu Poetry 2016 Bicharrnay Walay Tumhare Liye Ek Mashwara Hai
Urdu Poetry 2016 Bicharrnay Walay Tumhare Liye Ek Mashwara Hai |
- abhi sahifa-e-jaan par raqam bhi kya hoga abhi to yaad bhi be-saKHta nahin aai...
- agar sach itna zalim hai to humse jhuT hi bolo hamen aata hai patjhaD ke dinon gul-bar ho jaana...
- baDe taban baDe raushan sitare TuT jate hain sahar ki rah takna ta sahar aasan nahin hota...
- bolte hain dilon ke sannaTe shor sa ye jo chaar-su hai abhi...
- dil ke virane men ghume to bhaTak jaoge raunaq-e-kucha-o-bazar se aage na baDho...
- hamare shahr ke logon ka ab ahwal itna hai kabhi aKHbar paDh lena kabhi aKHbar ho jaana...
Urdu Poetry 2016 Apni Muthi Mai Chupa Kar Jugnu Ki Tarah
Urdu Poetry 2016 Apni Muthi Mai Chupa Kar Jugnu Ki Tarah |
- fasle aise bhi honge ye kabhi socha na tha samne baiTha tha mere aur wo mera na tha...
- hua hai jo sada usko nasibon ka likha samjha adim apne kiye par mujhko pachhtana nahin aata...
- hum bahar haal dil o jaan se tumhaare hote tum bhi ik-adh ghaDi kash hamare hote...
- kyun parakhte ho sawalon se jawabon ko adim honT achchhe hon to samjho ki sawal achchha hai...
- mere hamrah garche dur tak logon ki raunaq hai magar jaise koi kam hai kabhi milne chale aao...
- sadaen ek si yaksaniyat men Dub jati hain zara sa muKHtalif jis ne pukara yaad rahta hai...
Urdu Poetry 2016 Teri Yaad Ki Barf Baari Ka Mosam Sulagta Hai Dil Ke Andar
Urdu Poetry 2016 Teri Yaad Ki Barf Baari Ka Mosam Sulagta Hai Dil Ke Andar |
- Dhang ke ek Thikane ke liye ghar-ka-ghar naql-e-makani men raha...
- firaq o wasl se haT kar koi rishta hamara hai ki usko chhoD pata hun na usko tham rakhta hun...
- gunjaish-e-afsos nikal aati hai har roz masruf nahin rahta hun fursat ke barabar...
- bichhaD ke tujhse na dekha gaya kisi ka milap uDa diye hain parinde shajar pe baiThe hue...
Urdu Poetry 2016 Insaan Ko Rehti Hai Mohabbat Ki Zubaan Yaad
Urdu Poetry 2016 Insaan Ko Rehti Hai Mohabbat Ki Zubaan Yaad |
- kab tak paDe rahoge hawaon ke hath men kab tak chalega khokhle shabdon ka karobar...
- kis tarah jama kijiye ab apne aapko kaghaz bikhar rahe hain purani kitab ke...
- mere TuTe hausle ke par nikalte dekh kar usne diwaron ko apni aur uncha kar diya...
- nashsha sa Dolta hai tere ang ang par jaise abhi bhigo ke nikala ho jam se...
- phir baalon men raat hui phir hathon men chand khila...
- phulon ki sej par zara aaram kya kiya us gul-badan pe naqsh uTh aae gulab ke...
Urdu Poetry 2016 Mohabbat Gholne Walay Badhay Darwaish Hotay Hain
Urdu Poetry 2016 Mohabbat Gholne Walay Badhay Darwaish Hotay Hain |
- bismil ke taDapne ki adaon men nasha tha main hath men talwar liye jhum raha tha...
- chup-chap baiThe rahte hain kuchh bolte nahin bachche bigaD gae hain bahut dekh-bhaal se...
- hum ko gali ke liye bhi lab hila sakte nahin ghair ko bosa diya to munh se dikhla kar diya...
- jo chup-chap rahti thi diwar par wo taswir baaten banane lagi...
- kab se Tahal rahe hain gareban khol kar Khaali ghaTa ko kya karen barsat bhi to ho...
Urdu Poetry 2016 Wo Ek Pal He Sahi Jis Mai Tum Muyasar Ho
Urdu Poetry 2016 Wo Ek Pal He Sahi Jis Mai Tum Muyasar Ho |
- har ek gam ulajhta hun apne aap se main wo tir hun jo KHud apni kaman ki zad men hai...
- kisi tarah to ghaTe dil ki be-qarari bhi chalo wo chashm nahin kam se kam sharab to ho...
- kya KHabar mere hi sine men paDi soti ho bhagta phirta hun jis rog-bhari raat se main...
- wo sar se panw tak hai ghazab se bhara hua main bhi hun aaj josh-e-talab se bhara hua...
- ye dil ki rah chamakti thi aaine ki tarah guzar gaya wo use bhi ghubar karte hue...
- zara jo fursat-e-nazzargi mayassar ho to ek pal men bhi kya kya hai dekhne ke liye...
Urdu Poetry 2016 Ye December Ke Jis Mai Karri Dhoop Bhi Meethi Lagne Lagi
Urdu Poetry 2016 Ye December Ke Jis Mai Karri Dhoop Bhi Meethi Lagne Lagi |
- dil aur duniya donon ko KHush rakhne men apne-ap se duri to ho jati hai...
- lafzon men Khaali jaghen bhar lene se baat adhuri, puri to ho jati hai...
- abhi hai husn men husn-e-nazar ki kar-farmai abhi se kya bataen hum ki wo kaisa nikalta hai...
- chalo kahin pe talluq ki koi shakl to ho kisi ke dil men kisi ki kami ghanimat hai...
- duniya se alaihadgi ka rasta duniya se nibah kar ke dekha...
- firaq mausam ki chilmanon se visal lamhe chamak uThenge udas shamon men kaghaz-e-dil pe guzre waqto...
Urdu Poetry 2016 Pehle Mosam He Badalte Thay Jahan Mai Loogo
Urdu Poetry 2016 Pehle Mosam He Badalte Thay Jahan Mai Loogo |
- Kaman-e-KHana-e-aflak ke muqabil bhi main us se aur wo phir kaj-kulah mujhse hua...
- kaman-e-shaKH se gul kis hadaf ko jate hain nasheb-e-KHak men ja kar mujhe KHayal aaya...
- kitab-e-KHak paDhi zalzale ki raat usne shaguft-e-gul ke zamane men wo yaqin laya...
- yahi bahut the mujhe nan o aab o shama o gul safar-nazhad tha asbab muKHtasar rakkha...
- ghar ghair ke jo yar mera raat se gaya ji sine se nikal gaya dil hat se gaya...
- ya sal o mah tha tu mere sath ya to ab barson men ek din ki mulaqat se gaya...
Subscribe to:
Posts (Atom)