Monday 21 December 2015

Urdu Poetry 2016 Wo Log He Bicharr Gaye Jo Zindagi Howa Karte Thay

Urdu Poetry 2016 Wo Log He Bicharr Gaye Jo Zindagi Howa Karte Thay
Urdu Poetry 2016 Wo Log He Bicharr Gaye Jo Zindagi Howa Karte Thay



  • saqiya ek nazar jam se pahle pahle hum ko jaana hai kahin sham se pahle pahle...
  • shahr-walon ki mohabbat ka main qael hun magar maine jis hath ko chuma wahi KHanjar nikla...
  • shiddat-e-tishnagi men bhi ghairat-e-mai-kashi rahi usne jo pher li nazar maine bhi jam rakh diya...
  • silsile toD gaya wo sabhi jate jate warna itne to marasim the ki aate jate...
  • silwaTen hain mere chehre pe to hairat kyun hai zindagi ne mujhe kuchh tum se ziyaada pahna...
  • sitam to ye hai ki zalim suKHan-shanas nahin wo ek shaKHs ki shaer bana gaya mujhko...
  • so dekh kar tere ruKHsar o lab yaqin aaya ki phul khilte hain gulzar ke alawa bhi...
  • suna hai bole to baaton se phul jhaDte hain ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hain...
  • suna hai log use aankh bhar ke dekhte hain so uske shahr men kuchh din Thahar ke dekhte hain...


No comments:

Post a Comment