Monday 21 December 2015

Urdu Poetry 2016 Yadoon Ki Shaal Aurr Kar Awaara Gardiyaan

Urdu Poetry 2016 Yadoon Ki Shaal Aurr Kar Awaara Gardiyaan
Urdu Poetry 2016 Yadoon Ki Shaal Aurr Kar Awaara Gardiyaan



  • ab to KHwabon hi men mumkin hai makan ki tamir apne naqshe ke mutabiq ye zamin kuchh kam hai...
  • raaton ko jagte hain isi waste ki KHwab dekhega band aankhen to phir lauT jaega...
  • baghair-e-jism bhi hai jism ka ehsas zinda ye KHushbu banTne wali hawaen bhi qayamat...
  • bahar insanon se nafrat hai lekin ghar men Dheron bachche paida karte hain...
  • bahut chhoTa safar tha zindagi ka main apne ghar ke andar tak na pahuncha...
  • bas uski pahchan yahi hai aankh men aansu bharne wala...
  • ek bachcha zehn se paisa kamane ki machine dusra kamzor tha so yarghamali ho gaya...
  • gharq karta hai na deta hai kinara hi mujhe usne meri zat men kaisa samundar rakh diya...
  • jaankari khel lafzon ka zaban ka shor hai jo bahut kam jaanta hai wo yahan shah-zor hai...
  • jism bhuka hai to hai ruh bhi pyasi meri kaam aisa hai ki din raat ka karinda hun...




No comments:

Post a Comment