Thursday 31 December 2015

Urdu Poetry 2016 Taruf Ke Liye Apne Yahi Ek Baat Kaafi Hai

Urdu Poetry 2016 Taruf Ke Liye Apne Yahi Ek Baat Kaafi Hai
Urdu Poetry 2016 Taruf Ke Liye Apne Yahi Ek Baat Kaafi Hai



  • main sochta hun bahut zindagi ke bare men ye zindagi bhi mujhe soch kar na rah jae...
  • maqam-e-wasl to arz o sama ke bich men hai main is zamin se niklun tu aasman se nikal...
  • safar ke baad bhi zauq-e-safar na rah jae KHayal o KHwab men ab ke bhi ghar na rah jae...
  • shab bhar ek aawaz banai subh hui to chiKH paDe roz ka ek mamul hai ab to KHwab-zada hum logon ka...
  • wo ek din jo tujhe sochne men guzra tha tamam umr usi din ki tarjumani hai...
  • ye imtiyaz zaruri hai ab ibaadat men wahi dua jo nazar kar rahi hai lab bhi karen...
  • ye jo hum taKHliq-e-jahan-e-nau men lage hain pagal hain dur se hum ko dekhne wale hath baTa hum lo...



No comments:

Post a Comment