Monday 21 December 2015

Urdu Poetry 2016 Wahan Tak To Saath Chalo Kahan Taak Sath Mumkin Hai

Urdu Poetry 2016 Wahan Tak To Saath Chalo Kahan Taak Sath Mumkin Hai
Urdu Poetry 2016 Wahan Tak To Saath Chalo Kahan Taak Sath Mumkin Hai



  • aaj ek aur baras bit gaya uske baghair jis ke hote hue hote the zamane mere...
  • aaj hum dar pe khinche gae jin baaton par kya ajab kal wo zamane ko nisabon men milen...
  • aankh se dur na ho dil se utar jaega waqt ka kya hai guzarta hai guzar jaega...
  • ab is ke tasawwur se bhi jhukne lagin aankhen nazrana diya hai jise maine dil o jaan ka...
  • ab na kaba ki tamanna na kisi but ki hawas ab to zinda hun kisi markaz-e-insan ke liye...
  • dard ki baat kisi hansti hui mahfil men jaise kah de kisi turbat pe latifa koi...
  • dil ke sunsan jaziron ki KHabar laega dard pahlu se juda ho ke kahan jaega...
  • dil se dil nazron se nazron ke ulajhne ka saman jaise sahraon men nind aai ho diwanon ko...
  • dur teri mahfil se raat din sulagta hun tu meri tamanna hai main tera tamasha hun...
  • har ek baat ke yun to diye jawab usne jo KHas baat thi har bar hans ke Tal gaya...
  • jis taraf jaen jahan jaen bhari duniya men rasta roke teri yaad khaDi hoti hai...
  • kahin ye apni mohabbat ki intiha to nahin bahut dinon se teri yaad bhi nahin aai...
  • KHushk KHushk si palken aur sukh jati hain main teri judai men is tarah bhi rota hun...



No comments:

Post a Comment