Monday 21 December 2015

Urdu Poetry 2016 Bhool Janay Mai Tum Bhi Kamaal Rakhtay Ho

Urdu Poetry 2016 Bhool Janay Mai Tum Bhi Kamaal Rakhtay Ho
Urdu Poetry 2016 Bhool Janay Mai Tum Bhi Kamaal Rakhtay Ho



  • jo ghazal aaj tere hijr men likkhi hai wo kal kya KHabar ahl-e-mohabbat ka tarana ban jae...
  • jo zahr pi chuka hun tumhin ne mujhe diya ab tum to zindagi ki duaen mujhe na do...
  • judaiyan to muqaddar hain phir bhi jaan-e-safar kuchh aur dur zara sath chal ke dekhte hain...
  • kabhi faraaz se aa kar milo jo waqt mile ye shaKHs KHub hai ashaar ke alawa bhi...
  • kaThin hai rahguzar thoDi dur sath chalo bahut kaDa hai safar thoDi dur sath chalo...
  • kaun taqon pe raha kaun sar-e-rahguzar shahr ke sare charaghon ko hawa jaanti hai...
  • kis kis ko bataenge judai ka sabab hum tu mujhse KHafa hai to zamane ke liye aa...
  • kise KHabar wo mohabbat thi ya raqabat thi bahut se log tujhe dekh kar hamare hue...
  • kisi bewafa ki KHatir ye junun faraaz kab tak jo tumhen bhula chuka hai use tum bhi bhul jao...



No comments:

Post a Comment