Thursday 31 December 2015

Urdu Poetry 2016 Kuch Aisi Mehrabaan To Na Thi Hum Pe Zindagi

Urdu Poetry 2016 Kuch Aisi Mehrabaan To Na Thi Hum Pe Zindagi
Urdu Poetry 2016 Kuch Aisi Mehrabaan To Na Thi Hum Pe Zindagi



  • har ruKH hai kahin apne KHad-o-Khaal se bahar har lafz hai kuchh apne maani se ziyaada...
  • hum apni rah pakaDte hain dekhte bhi nahin ki kis Dagar pe ye KHalq-e-KHuda nikalti hai...
  • hum yaqinan yahan nahin honge ghaaliban zindagi rahegi abhi...
  • jis kaam men humne hath Dala wo kaam muhaal ho gaya hai...
  • jo bhi yakja hai bikharta nazar aata hai mujhe jaane yun hai bhi ki aisa nazar aata hai mujhe...
  • main Thaharta gaya rafta rafta aur ye dil apni rawani men raha...
  • qisse se tere meri kahani se ziyaada pani men hai kya aur bhi pani se ziyaada...
  • tu kahin baiTh aur hukm chala hum jo hain tera bojh Dhone ko...
  • yaad bhi teri miT gai dil se aur kya rah gaya hai hone ko...



No comments:

Post a Comment