Monday, 21 December 2015

Urdu Poetry 2016 Bujh Jatay Hain Kuch Diye Khud He Wasi

Urdu Poetry 2016 Bujh Jatay Hain Kuch Diye Khud He Wasi
Urdu Poetry 2016 Bujh Jatay Hain Kuch Diye Khud He Wasi



  • main KHud ko bhul chuka tha magar jahan wale udas chhoD gae aaina dikha ke mujhe...
  • main kya karun mere qatil na chahne par bhi tere liye mere dil se dua nikalti hai...
  • main raat TuT ke roya to chain se soya ki dil ka zahr meri chashm-e-tar se nikla tha...
  • maine dekha hai bahaaron men chaman ko jalte hai koi KHwab ki tabir batane wala...
  • mar gae pyas ke mare to uTha abr-e-karam bujh gai bazm to ab shama jalata kya hai...
  • meri KHatir na sahi apni ana ki KHatir apne bandon se to pindar KHudai le le...
  • mir ke manind aksar zist karta tha faraaz tha to wo diwana sa shair magar achchha laga...
  • muddaten ho gain faraaz magar wo jo diwangi ki thi hai abhi...
  • mujhse bichhaD ke tu bhi to roega umr bhar ye soch le ki main bhi teri KHwahishon men hun...
  • munsif ho agar tum to kab insaf karoge mujrim hain agar hum to saza kyun nahin dete...



No comments:

Post a Comment