Monday 21 December 2015

Urdu Poetry 2016 Hum Nahi Jante Ke Rishton Mai Bewafai Kyun Milti Hai

Urdu Poetry 2016 Hum Nahi Jante Ke Rishton Mai Bewafai Kyun Milti Hai
Urdu Poetry 2016 Hum Nahi Jante Ke Rishton Mai Bewafai Kyun Milti Hai



  • abhi to jag rahe hain charagh rahon ke abhi hai dur sahar thoDi dur sath chalo...
  • agar tumhaari ana hi ka hai sawal to phir chalo main hath baDhata hun dosti ke liye...
  • agarche zor hawaon ne Dal rakkha hai magar charagh ne lau ko sambhaal rakkha hai...
  • aisa hai ki sab KHwab musalsal nahin hote jo aaj to hote hain magar kal nahin hote...
  • aisi tarikiyan aankhon men basi hain ki faraaz raat to raat hai hum din ko jalate hain charagh...
  • aur faraaz chahiyen kitni mohabbaten tujhe maon ne tere nam par bachchon ka nam rakh diya...
  • bahut dinon se nahin hai kuchh uski KHair KHabar chalo faraaz ko ai yar chal ke dekhte hain...
  • bandagi humne chhoD di hai faraaz kya karen log jab KHuda ho jaen...
  • ba-zahir ek hi shab hai firaq-e-yar magar koi guzarne baiThe to umr sari lage...
  • bhari bahaar men ek shaKH par khila hai gulab ki jaise tu ne hatheli pe gal rakkha hai...



No comments:

Post a Comment