Thursday 10 December 2015

Kaash Humaari Bho Parwaah Kisi Nay Ki Hoti To Ye Dunya Hamse Ruswa Na Hoti

Kaash Humaari Bho Parwaah Kisi Nay Ki Hoti To Ye Dunya Hamse Ruswa Na Hoti
Kaash Humaari Bho Parwaah Kisi Nay Ki Hoti To Ye Dunya Hamse Ruswa Na Hoti




  • kachche makan jitne the barish men bah gae warna jo mera dukh tha wo dukh umr bhar ka tha...
  • kya log hain ki dil ki girah kholte nahin aankhon se dekhte hain magar bolte nahin...
  • log nazron ko bhi paDh lete hain apni aankhon ko jhukae rakhna...
  • main apni zat ki tashrih karta phirta tha na jaane phir kahan aawaz kho gai meri...
  • na jaane log Thaharte hain waqt-e-sham kahan hamen to ghar men bhi rukne ka hausla na hua...
  • wo kam-suKHan tha magar aisa kam-suKHan bhi na tha ki sach hi bolta tha jab bhi bolta tha bahut...
  • ye sarguzisht-e-zamana ye dastan-e-hayat adhuri baat men bhi rah gai kami meri...
  • ai soz-e-jaan-gudaz abhi main jawan hun ai dard-e-la-ilaj ye umr-e-shabab hai...
  • dusron ka dard aKHtar mere dil ka dard hai mubtala-e-gham hai duniya aur main gham-KHwar hun...
  • ilaj-e-aKHtar-e-na-kaam kyun nahin mumkin agar wo ji nahin sakta to mar to sakta hai...


No comments:

Post a Comment