Wednesday, 9 December 2015

Itne Saloon Ke Intezaar Ke Baad Aaj Mai Khushi Se Samandar Bhaar Doo

Itne Saloon Ke Intezaar Ke Baad Aaj Mai Khushi Se Samandar Bhaar Doo
Itne Saloon Ke Intezaar Ke Baad Aaj Mai Khushi Se Samandar Bhaar Doo




  • wo ummid kya jis ki ho intiha wo wada nahin jo wafa ho gaya...
  • yahi hai ibaadat yahi din o iman ki kaam aae duniya men insan ke insan...
  • yaran-e-tez-gam ne mahmil ko ja liya hum mahw-e-nala-e-jaras-e-karwan rahe...
  • daman jhaTak ke wadi-e-gham se guzar gaya uTh uTh ke dekhti rahi gard-e-safar mujhe...
  • isi duniya men dikha den tumhen jannat ki bahaar shaiKH ji tum bhi zara ku-e-butan tak aao...
  • kaam ab koi na aaega bas ek dil ke siwa raste band hain sab kucha-e-qatil ke siwa...
  • maqtal-e-shauq ke aadab nirale hain bahut dil bhi qatil ko diya karte hain sar se pahle...
  • purane sal ki ThiThuri hui parchhaiyan simTin nae din ka naya suraj ufuq par uThta aata hai...
  • shikayaten bhi bahut hain hikayaten bhi bahut maza to jab hai ki yaron ke ru-ba-ru kahiye...
  • ye kis ne phone pe di sal-e-nau ki tahniyat mujhko tamanna raqs karti hai taKHayyul gungunata hai...


No comments:

Post a Comment