Thursday 10 December 2015

Ab Aur Manzil Paanay Ki Hasrat Nahi Kisi Ki Yaad Mai Marjanay Ki Fitrat

Ab Aur Manzil Paanay Ki Hasrat Nahi Kisi Ki Yaad Mai Marjanay Ki Fitrat
Ab Aur Manzil Paanay Ki Hasrat Nahi Kisi Ki Yaad Mai Marjanay Ki Fitrat




  • log kahte hain badalta hai zamana sab ko mard wo hain jo zamane ko badal dete hain...
  • log kahte hain ki badnami se bachna chahiye kah do be is ke jawani ka maza milta nahin...
  • mai bhi hotel men piyo chanda bhi do masjid men shaiKH bhi KHush rahen shaitan bhi be-zar na ho...
  • main bhi graduate hun tum bhi graduate ilmi mubahise hon zara pas aa ke leT...
  • marub ho gae hain wilayat se shaiKH-ji ab sirf mana karte hain desi sharab ko...
  • mazhabi bahas maine ki hi nahin faltu aql mujh men thi hi nahin...
  • mera mohtaj hona to meri haalat se zahir hai magar han dekhna hai aap ka hajat-rawa hona...
  • mere hawas ishq men kya kam hain muntashir majnun ka nam ho gaya qismat ki baat hai...
  • meri ye bechainiyan aur un ka kahna naz se hans ke tum se bol to lete hain aur hum kya karen...
  • mujhko to dekh lene se matlab hai naseha bad-KHu agar hai yar to ho KHub-ru to hai...


No comments:

Post a Comment