Urdu Poetry
Thursday, 31 December 2015
Urdu Poetry 2016 Dil Se Badhkar Dunya Mai Koi Dagha Baaz Nahi
Urdu Poetry 2016 Dil Se Badhkar Dunya Mai Koi Dagha Baaz Nahi
Dubo raha hai mujhe Dubne ka KHauf ab tak bhanwar ke bich hun dariya ke par hote hue...
isi liye hamen ehsas-e-jurm hai shayad abhi hamari mohabbat nai nai hai na...
itni sari yaadon ke hote bhi jab dil men virani hoti hai to hairani hoti hai...
ye jo kuchh log KHayalon men raha karte hain un ka ghar-bar bhi hota hai nahin bhi hota...
zara ye dusra misra durust farmaen mere makan pe likkha hai ghar barae-faroKHt...
No comments:
Post a Comment
Newer Post
Older Post
Home
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment